Insaaf na kanoon de sakta hai na police ... agar koi insaaf de sakta hai ... to ek insaan doosre insaan ko de sakta hai
Trigger dabaya ... aur khel khallas!
Power waale chashme te chadahi hui kasme ... ek baar chad jaati hai na toh utaari nahi jaati
Woh bahar casualty mein koi marne ki haalat mein raha ... to usko form bharna zaroori hai kya?
Tum logo ke bheje mein baat toh jaati nahi hai ... sirf goli jaati hai
Tujhe yahan laya kaun, tera luck ... aur tujhe bhejega kaun, tera luck
Aadmi khatam ... toh files khatam
Taqdeer banane waale tune kami na ki ... ab kisko kya mila yeh muqaddar ki baat hai
Comedy toh abhi abhi shuru ki hai beta ... action main tees saal se karta aa raha hoon
Dost mar sakta hai ... lekin dosti nahi
Jua woh nasha hai ... joh ek baar jeete toh insaan ko vapas kheench laata hai
Aap kaam karte rahe ... aur main sota raha, sota raha, sota raha
Duniya saali jalti hai ... jab taqdeer chalti hai
Oye oye oye yaad mat dila ... rom rom romantic ho jata hai
Apne ghar mein kutta bhi sher hota hai ... lekin sher har jagah sher hota hai
Tumhare aur mere beech sirf ek hi cheez ho sakti hai ... maaro ya marro
Na moh, na maya, na mamta ka bandhan ... bus anand hi anand
Aaj ke jeevan ka doosra naam hai ... rokda, paisa, maal
Informers police waale ke teesre kaan hote hai
Jis din tu isse zindagi dega ... main isse maut doonga, maut, sirf maut!
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory