One man can make a difference!
Rajputana khoon mein itna ubaal hai ... ki agar aanch lag jaaye toh gori chamdi kaali padh jaaye
Akal ke aane ke liye shakal ke bighadneka kyun intezar kar rahe the tum?
Abhe kaika tu yaar ... bhaad mein gaya tera pyar
Kamini se yaad aaya ... Tiwari ji bhabhi ji kaisi hai?
Boyfriend girlfriend se darta hai, girlfriend cockroach se darti hai, cockroach chuhe se darta hai, chuha billi se darta hai, billi kutte se darti hai, aur kutta aadmi se darta hai ... aur aadmi aurat se darta hai ... vaise hi jaise villain hero se darta hai
Jis race se mujhe nikaalne ki baat kar rahe hai yeh bewakoof ... woh nahi jaante hai ... us race ka sikandar main hoon
Aaj kal darwaaze pe knock karke aane ka zamaana nahin raha
Tu kaam karta gaya, main ishq karta gaya ... tera naam hota gaya, main badnaam hota gaya
Neeli chatri waale, agar tu hai toh meri fariyad sun ... is duniya mein kahi ladkiyan hai ... ek toh, arre ek toh mere liye chun
Main mere desh ke liye jaan de sakta hoon ... aur pyar ke liye jaan le sakta hoon
Arre kaka main toh kaka ban gaya
99% ladkiyo ko unka mann pasand ladka mil jaata hai ... lekin 99% ladko ko unki pasand ki ladkiya kabhi nahi milti
Tumhe roothne ka poora haq hai ... lekin tumhe manane ka adhikaar mujhse koi nahi cheen sakta
Aksar log mujhse poochte hai ki mera surname kya hai, jaati kya hai, dharam kya hai ... aur main unse muskurake kehta hoon ... ki is desh ke naam pe mere bauji ne mera naam Bharat rakha ... ab itne badhe naam ke aage jaati, dharam, surname lagake na toh apna aur na hi is desh ka maan kam kar sakta hoon
Yeh thopade ka design toh pehli baar dekh raha hoon
Ravan ke saare paap karenge zero ... maryada purushottam hamare hero
A for Apple teh H for Hen ... Pathan is saying ki there and then ... kuch bhi le lena lekin Pathan ke yaar se panga na lena
Yakeen ek tubelight ki tarah hota hai ... der se jalta hai ... lekin jab jalta hai, toh full light kar deta hai
Har ek ki khushi ke saath kisi ka dukh judha hota hai ... aur har ek ki zindagi ke saath kisi ki maut
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory