Chand tasveer-e-butaan, chand haseeno ke khutoot ... baad marne ke mere ghar se yeh samaan nikla
Sunil Dutt
Har dayaar mein aati hai phir bahaar ... khilte hai phool bhi wahan daur-e-fiza ke baad
Raaj Kumar
Dil paya albela maine ... tabiyat meri rangeeli ... aaj khushi mein maine bhai yahan ... thodi si bhaang peeli
Dilip Kumar
Himmat-e-marda toh madad-e-khuda ... aur inko de mila, na kar juda
Johnny Walker
Duty nibhate hai hum issi liye hum hum hai, varna haramkhor kehlate ... rishvat khate mujrimon se aur rishvatkhor kehlate
Mukesh Khanna
Deewane se deewangi ka sabak na poochna ... woh khud nahi jaanta ki woh deewana kyun hai
Naseeruddin Shah
Ishq kare koi kisi se hum mein kya harz hai bhai ... nuksaan joh hamara hoga kaun karega bharpai
Dinesh Hingoo
Aaj se har saans aapki ghulam hogi, har pal aapko salaam hoga ... niklega jab dum mera, toh zuban pe bas aap hi ka naam hoga
Unknown
Gulon mein rang bhare baad-e-naubahar chale ... chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale
Raj Babbar
Bacha tha ek hi dost, uski bhi ho rahi hai shaadi ... yahan har mandap se ladki bhaagti hai, isse kehte hai barbaadi
Amjad Khan
Baandha na mangalsutra maine kabhi kisi ko ... tum ghabrao ya chillao, baandhonga main tumhi ko
Maine joh tumhe chaha kya is mein khata meri ... yeh tum ho ya aaina, insaaf zara karna
Rakesh Bedi
Bankar, savarkar woh nikle makaan se ... yahi shor hoga yahan se, wahan se ... qayamat qayamat kisse kehte ho ... woh dekho qayamat chali jaa rahi hai
Hum kahan aaise ki soche koi ... tumne socha toh yeh ehsaan hua
Rati Agnihotri
Tu zulm badhata ja hum sabrr badha lenge ... mitt jayenge hum lekin tujhko bhi mitaa denge
Bulbul se, aashiyan se, na sayyaad se gila ... kismat mein qaid thi likhi fasl-e-bahar mein
Shatrughan Sinha
Muntazir hoon kab se, ki itni shafaa meri aahon mein aaye ... kuch dawa ho jayegi zindagi ki, maut agar teri baahon mein aaye
Tanushree Dutta
Aap toh woh hai joh saare jahan ka khoon peekar bhi pyasa reh jaye ... maut toh kya yamraj ko bhi nighalkar bhooka reh jaye
Johnny Lever
Aashiqkon ki chittaon par lagenge har baras mele ... ishq par marne waalon ka yahi baqi nishaan hoga
Jab itni bewafai par tujhe dil pyar karta hai ... aare zalim agar tu bawafaa hota toh kya hota
Shammi Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory