Kya farak padta hai Daler ho ya Udhas ... show ka mazaa aayega jab aap ho hamare paas
Sharman Joshi
Mera jaisa chocolate hero action thodi na karega ... entry maroonga late, tab tak action karega mera duplicate
Abhe oye cold drink ke khali botal ke mudhe hue straw ... gissi hui Kolhapuri chappal!
Govinda
Main apne papa ka eklauta mistake hoon
Cyrus Sahukar
Apna toh aaisa-hich hai ... lade bagair apun zero aur ladke apun hero
Apna toh sidhaant hai shaan se jeeyo aur shanti se ludhak jao
Paresh Rawal
Insaaf ki laathi mein awaaz ho ya na ho ... timing badi zalim hoti hai
Arshad Warsi
Suna hai ladkiyan tumhari zindagi mein film role ki tarah hoti hai ... role khatam, rishta khatam
Udita Goswami
Yeh dharti roh rahi hai, yeh aasman roh raha hai ... nonsense yeh sab kya ho raha hai?
Rajpal Yadav
Main toh sirf tumhari tasveer hi kheench raha tha ... tum toh meri film utaar rahi ho
Is umar mein aaisa hi hota hai ... dil atak jaata hai, mamla khatak jaata hai aur neeyat phisal jaata hai
Sheeba
Beauty ko samajhne ke liye usse dekhna padta hai
John Abraham
Akad bakad bambay bo, assi nabbe jaane do, nabbe baad kiya tha joh, gunah hua ab sazaa lo ... akad bakad bambay bo, sazaa hui ab gunah lo
Imran Khan
Is umar mein toh shareer second hand Ambassador ki tarah hota hai ... kabhi carburetor mein kachra, kabhi suspension mein lafda ... toh baar baar servicing ke liye jaana padta hai
Tum kya samajhti ho Krishna bhagwan tumhe bachane aayenge ... woh Mahabharat mein aaye the ... is Bharat mein nahi aayenge
Sadashiv Amrapurkar
Miss sweety, my honey ... tum aircondition taxi ho ... sexy sexy ho
Unknown
Kya mukhda hai, kya aankhen hai, kya hooth hai ... aaisa lagta hai ki upar waale ne sare staff ko chutti dekar ... apne haathon se usse banaya hai
Ajay Devgan
Is naari ki aaisi tarkari banata hoon ... ke sarkari gaadi mujhe izzat se lene aaye
Johnny Lever
Maine tujhe dhoonda yahan vahan sara jahan kahan kahan kahan ... tu mujhe mili yahan yahan yahan?
Woh ek ko pakadti hai, doosre ko lipatti hai, teesre ko dekhti hai ... aur chauthe ko chedti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory