Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Pag Ghungroo Baandh

Namak Halaal

Lyrics Translation
Buzurgon ne, buzurgon neElders have said that
Farmaya ki pairon pe apne khade hoke dikhlaoStand on your feet and show that to us
Phir yeh zamana tumhara haiThen this world will be yours
Zamane ke sur taal ke saath chalte chale jaaoKeeping walking with the music of the world
Phir har tarana tumhara, fasana tumhara haiThen every tune and every story will be yours
Arre toh lo bhaiya humSo here it is brother
Apne pairon ke upar khade ho gayeI'm standing on my feet
Aur milali hai taalAnd I've connected to the rhythm
Dabalega daaton tale ungliyan, liyanThis world will bite its fingers with its teeth
Yeh jahaan dekhkar, dekhkar apni chaalWhen it will look at my walk
Wah wah, wah wah ... dhanyavadWow wow, wow wow ... thank you


Ke pag ghungrooWith anklets in her feet
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Aur hum naache bin ghungroo keAnd I'm dancing without the anklets
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Woh teer bhala kis kaam ka haiWhat's the use of the arrow
Joh teer nishane se chooke chooke chooke reWhich misses the target


Ke pag ghungrooWith anklets in her feet
Pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Naachi thi, naachi thi, naachi thi, haanDancing, dancing, yes dancing
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet


(Sargam)(Sargam)


Aap andar se kuch aurYou're something different from inside
Bahar se kuch aur nazar aate haiAnd you look something different from outside
Bakhuda shakal se toh chor nazar aate haiYou look like a thief from your face
Umar guzri hai saari chori meinYou've spent your entire life in stealing
Saare sukh chain band jurm ki tijori meinAll your peace is locked in the vault of crime


Aapka toh lagta hai bas yahi sapnaIt looks like your only dream is
Ram naam japna paraya maal apnaTo take others stuff in the name of God
Aapka toh lagta hai bas yahi sapnaIt looks like your only dream is
Ram naam japna paraya maal apnaTo take others stuff in the name of God


Watan ka khaya namak toh namak halaal banoBe loyal to your country
Farz imaan ki zinda yahan misaal banoBe an living example of duty and faith
Paraya dhan parayi naar pe nazar mat daloDon't look at other people's money and women
Buri aadat hai yeh aadat abhi badal daloIt's a bad habit, so change it
Kyun ki yeh aadat toh woh aag hai johBecause this habit is like fire
Ek din apna ghar phoonke phoonke phoonke reWhich will one day burn your house down


Ke pag ghungrooWith anklets in her feet
Pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Naachi thi, naachi thi, naachi thi, haanDancing, dancing, yes dancing
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet


Mausam-e-ishq mein machle huye armaan hai humI'm a desire wriggling in the weather of love
Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hai humThe heart feels that we're two bodies and one soul
Aisa lagta hai toh lagne mein kuch buraai nahiThere is no harm in feeling like this
Dil yeh kehta hai aap apni hai parayi nahiThe heart says that you're not a stranger


Sangemarmar ki haai, koi moorat ho tumYou're like an idol made from marble
Badhi dilkash badhi khubsoorat ho tumYou're very lovely and beautiful
Dil dil se milne ka koi mahurat hoYou're an auspicious moment when hearts unite
Pyaase dilon ki zaroorat ho tumYou're the necessity of thirsty hearts
Dil cheer ke dikhla doon mainI'll tear my heart and show that
Dil mein yahi soorat haseenOnly your beautiful face is there
Kya aapko lagta nahi hum hai mile pehle kahinDon't you feel that we've met before somewhere
Kya desh hai, kya jaat haiWhat's your country, what's your caste
Kya umar hai, kya naam haiWhat's your age, what's your name
Arre chhodhiye in baaton se humko bhala kya kaam haiForget all these conversations, I don't care about them
Aji suniye tohHey listen
Hum aap mile toh phir ho shuruWhen we'll unite then starts
Afsane Laila Majnu Laila Majnu keThe stories of true lovers


Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Aur hum naache bin ghungroo keAnd I'm dancing without the anklets
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Ke pag ghungroo baandh Meera naachi thiMeera is dancing with anklets in her feet
Watch Video
Copyright © FilmyQuotes.com