Hamari zindagi mein na hi koi mazaa hai, na hi koi masti ... balki ek aaisi bhel puri hai jis mein chutney nahi hai ... ek aaisi kulfi hai jis mein malai nahi ... ek aaisi daal hai jis mein tadka nahi
Aftab Shivdasani
Aap logon ko upar waale ne bheja toh bheja ... lekin bheje mein bheja hi nahi bheja
Paresh Rawal
Agar isko laga daala ... toh life jhingalala
Salman Khan
Shaadi aur kuch sikhaye na sikhaye ... acting karna sikha deti hai
Shilpa Shetty
Pehle payment phir enjoyment
Richa Chadda
Taqdeer tera bistara garam karna chahti hai ... aur tujhe sofe pe sona hai
Sanjay Dutt
Kabhi bal se toh kabhi chhal se ... kitno ki Lanka dhai hai ... par is shehar ki hawa mein kuch ajeeb se garmai hai ... is liye purane paintere chhod, ab yahan akal ladane ki baari aayi hai
Giraftaar hone ki aadat mujhe bilkul nahi hai
Amitabh Bachchan
Yeh kaminapan mere sivah kaun karega?
Pehle shaurat, baad mein aurat
Shahrukh Khan
Duniya mein teen cheezein bin bulaye aa jaati hai ... maut, julaab aur yeh janaab
Ajay Devgan
Haath toh lagake dekhaoo tum mujhe ... mere saare lawyers tumko haath lagayenge sab jagah
Akshay Kumar
Chillaaoo nahi sahab ... gala kharab ho jayega
Pran
Jack and Johnny went up the hill to live in love and laughter ... Jack ki leli papa ne aur Johnny chup gaya bhaagkar
Ayushmann Khurrana
Joh deto traas, tyancha mi gheto class
Ranveer Singh
Subah subah jab koi bole mujhe apna bana lo ... toh samajh jao ki waqt aa gaya hai ki Godrej hair dye kholo, gholo aur laga lo
Arshad Warsi
Uska bank balance itna hai ki bank bhi balance nahi kar paata hai
Upasna Singh
Fans halla bhi karte hai aur hawa tight bhi
Emraan Hashmi
Abhe tu Titanic waali ko dekh le ... chal maana ki lakdi pe ek aadmi ke fit hone ki jagah thi ... toh pandra-pandra minute ki baari nahi le sakte the
Kartik Aaryan
Jab tum bata sakti ho ki main kya pehnu toh mera batana achanak se ... yeh equality, liberty, individuality, freedom, sovereignty ka issue kaise ban jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory