Pehle unki sirf dosti thi ... lekin ab dostana ho gaya hai
Unknown
Choriyon ko jahan bhi proposal ka andesha ho ... unhe do hi jagah nazar aati hai ... courtroom aur washroom ... courtroom se shaadi ho jaati hai aur washroom se azaadi
Pati ek bank balance hota hai, ek tijori hota hai ... jis mein se paise nikaal nikaalkar gehne banwao, sareeyan khareedo, mauj karo mauj ... lekin unka dil rakhne ke liye kabhi unka sar dabao, kabhi unke pair dabao ... haala ki dil toh karta hai ki unka gala dabao, taaki jhanjhat hi khatam
Aruna Irani
Tum saala viagra khane waalon ka yehi problem hai ... shak bahut karte ho
Pehle maroonga insaan ki tarah ... phir maroonga toofan ki tarah ... and finally maroonga Salman ki tarah
Karte hai washing powder ka vyapar aur bhabhiyon se pyar
Tum middle class logon ki yehi problem hai ... ladki ko bhi local train ka khidki waala seat samajhta hai ... pehla rumaal rakh diya matlab seat tumhari ho gayi?
(Aaise bina saboot ke police kya kar sakti hai?) ... Ghulam Ali ki CD teri jeb mein daalke na ISI ka agent bana sakti hai police ... tumhari photo beauty parlour ke samne kheenchke laundiyon ka dalla bana sakti hai police ... Johnson baby powder aave hai, uski pudiya teri jeb mein daalke na drug ka smuggler bana sakti hai police ... aur toh aur teri shakal police waale se sketch karvake Osama Bin Laden se mila sakti hai police
You're like if Rajinikanth, Jackie Chan ke saath shaadi karta ... aur uska joh beta hota na woh James Bond ke saath shaadi karta ... toh uska joh beta hota na tu usse bhi bada player hota
Tu na top model banegi pooch kyun ... (kyun?) ... tera top floor khali hai na
Mujhse baimaani mat karna main bahut pahuncha hua aadmi hoon ... baimaani mein shaitan ko tuition deta hoon
Kader Khan
Tan-e-tanha zindagi se bezaar, ek ladki se kiya pyar ... usse mila na iqraar, na bani woh dildar ... bas yeh cigarette hai wafaadar, woh bhi hai baldaar
(Main tera sar phod doongi) ... Arre phod de chahe gaud mein rakh ... ab toh mundi bhi tumhari hai aur munda bhi tumhara
Itte Itte toh cupan the yaaron!
Samajh samajhke samajh ko samajho ... samajh samajhna bhi samajh hai ... samajh samajhke joh na samajhe meri samajh mein woh nasamajh hai ... aye nasamajh, nasamajh naa samajh mujhe ... meri samajh teri samajh ke bahar hai ... samajhe?
Govinda
Aap toh woh hai joh saare jahan ka khoon peekar bhi pyasa reh jaye ... maut toh kya yamraj ko bhi nighalkar bhooka reh jaye
Johnny Lever
Hum hai police ki naak ke baal, insaaf ki dhaal, havaldar Bankelal ... chal do rupai nikaal
Shakti Kapoor
Woh maut bhi kitni haseen hogi ... apne janaze ke paas dus barah kudiyan namkeen hogi
Aftab Shivdasani
Save it for the Friday in the theatre ... taali bajegi everyday and later
Amitabh Bachchan
Hilna nahi ... nahi toh goli maar maarke bina plastic surgery ke tumhara face bighad dega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory