Relationship TV screen ki images ki tarah hoti hai ... woh images badalti hai aur tabhi ek story banti hai
Kutte ki dumm aur mard ki akal ... kabhi seedhi nahi ho sakti
Shaadi mein sirf do jism nazdeek nahi aate ... unki aatmaon ka bhi milan hota hai
Maut bhi unse itna hi darti hai ... jitna film industry piracy se
Tum ek aaise insaan ho joh puja ke phool arthi par aur arthi ke phool kisi ke birthday par present kar sakte ho
Shareer ke rishton se bhi alag kuch rishtey hote hai ... zindagi aur maut ke rishtey ... insaaniyat ke rishtey
Tera mera sheeshay ka ghar ... phir kyun dono ke haath mein patthar ... main bhi soochon, tu bhi sooch ... kya tujhe maloom na tha leheren aati hai, jaati hai ... phir bhi kyun likha naam ret par ... tu bhi sooch, main bhi soochon ... kyun teri behen beti ghar mein aur kisi ki bazaar mein ... tu bhi sooch, main bhi soochon
Aadmiyon ko jagah jagah ki thaali mein khaane ki aadat hoti hai
Khushi aati nahi hai ... haasil ki jaati hai
Sunrise hote hue joh baat hamare dil mein ubharti hai ... woh suraj ki tarah halke halke light up hote hi ... hamare dil-o-dimaag aur hamari poori zindagi pe cha jaati hai
Kuch kahaniyan sunane ke liye nahi ... sirf yaad rakhne ke liye hoti hai
Mann mein paap ho toh insaan kabhi sukhi nahi reh sakta
Mard toh mard hi hota hai ... chahe kahin ka bhi ho
Darre woh joh loha na khaate ho
Pati patni ke rishtey mein sorry aur thank you ki koi jagah nahi hoti
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory