Angrezi hamara hunar ho sakti hai ... hamari matrubhasha nahi ... kyunki matrubhasha maa hoti hai ... aur maa sirf ek hoti hai
Kangana Ranaut
Yeh sar na darr se jhukta hai ... na abhimaan se uthta hai ... bas aankhon mein aankhen daal swabhimaan se ada rehta hai
Yeh raj mahal, yeh singhasan mujhe rani nahi banate hai ... Jhansi ke logon ka pyar, unka vishvas mujhe rani banata hai
Jab beti uth khadi hoti hai ... tabhi vijay badhi hoti hai
Maut tak badhenge aur jeet tak ladhenge
Unknown
Jhansi aap bhi chahte hai aur main bhi ... farak sirf itna hai ... aapko raj karna hai aur mujhe apno ki seva
Woh ladh rahe hai taaki humpar raj kar sake ... hum ladh rahe hai taaki khud par naaz kar sake
Hamari sanskriti mein pehle shanti aur phir kranti ko jagah di gayi hai
Main woh mashaal banungi joh har Bharatiya ke andar azaadi ki bhook bankar dehkegi
Deen deen har har Mahadev ki chingaari ko humein poore desh mein jagana hai ... azaadi toh ek din milni hi hai ... magar usse pehle humein hamare apno ko jagana hai
Zaroori nahi hai zindagi mein sab kuch seekhna ... sirf ek baat seekh lo sab kuch aa jayega ... aur woh hai mathrubhumi se niswarth prem
Suresh Oberoi
Agar haathon mein kismat ki lakeerein na ho ... toh chaaku se cheerke likh deni chahiye
Mohammed Zeeshan Ayyub
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory