Tere chehre pe mujhe maut dikhai de rahi hai
Sunny Deol
Yeh Punjab hai Punjab ... yahan pehle goli marte hai ... phir shayad laash se kuch baat karlein
Bobby Deol
Baarah junglee kutte milkar sher ko maar daalte hai
Pran
Koi kaam aadmi achcha kare toh saale ke liye champagne kholo ... bura toh uski khopdi
Akshay Kumar
Is gun ki partner yeh goli hai ... kabhi dhokha nahin deti ... jahan jati hai jaan leke rehti hai
Hrithik Roshan
Joh zindagi mujhse takrati hai ... woh sisak-sisakar dum todhti hai
Amrish Puri
Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye ... un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
Ajay Devgan
Tune ek kadam bhi aage badhaya toh talwarein chal jayengi ... aur tere is saathi ki choti choti botiyan banke hawa mein bikhar jayengi
Gulshan Grover
Iski sazaa milegi ... barabar milegi!
Amjad Khan
Between two legs itna danda maarenge ... ki na bajne layak rahoge na bajane layak
Unknown
Pistol ki thandi nali jab kanpatti pe lagti hai na ... tab zindagi aur maut ka fark samajh mein aata hai
Irrfan Khan
Is rajya mein sirf do log uska naam lete hai ... tum aur main ... tum ki apni maut se pehle usse aakhri baar dekh pao ... main taa ki ek baar aur usse apne haathon se maar paon
Rana Daggubati
Apun pe joh haath dalta hai ... apun uski phaad dalta hai
John Abraham
Paap se dharti phati, adharm se aasmaan, atyachaar se kaanpi insaaniyat, raj kar rahe haivaan ... jinki hogi taqat apoorv, jinka hoga nishana abhed, joh karenge inka sarvanaash ... woh kehlayenge Tridev!
Naseeruddin Shah
Mere mann ko bhaya ... main kutta kaat ke khaya
Mukesh Tiwari
Chalo utho ... abhi tumhe bahut pitna hai
Shehar mein koi aaisa raasta, koi chowk, koi aasia naka nahi bacha tha ... jahan par katilo ne hum par goliyo ki barsaat na ki ho
Amitabh Bachchan
Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab ... Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha
Is pistol mein teen zindagi, teen maut bandh hai ... dekhen kisse kya milta hai
Joh tumhari baat nahi manega ... woh upar se nau inch chota kar diya jayega ... yaane ki sar dhar se alag
Shatrughan Sinha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory