Ladkon se agar ladna hai toh ladakpan mein aana hi padega ... pachpan se nikalkar bachpan mein aana hi padega
Kader Khan
Unke dekhne se joh aa jaati hai chehre pe raunak ... woh samajhte hai bimaar ka haal achcha hai
Mithun Chakraborty
Roses are red, violets are blue ... Gaurav wishes good morning to you
Vikas Bhalla
Subah shyam thari ghani yaad aave se, saari raat mujhe jagave se ... aur karne ko toh karlo call tujhe, par customer care ki wah chori baar baar balance low batave se
Unknown
Leave my red rose you bloody red bullies ... varna tum sabka red red blood flow hoga in all the gallis
Rajpal Yadav
Baarish ki chand boondein padhi toh, machi is tarah dhoom ... sabi jawan dil, sabi haseen dil gaye nashe mein jhoom
Badalo hat jao dedo raah jaane ke liye ... ke Laila aa rahi hai Majnu se ishq farmaane ke liye
Haan karta hoon toh aate hai paseene unko ... na na karta hoon toh raaton ko woh dar jaate hai
Umar toh kasrat karne ki hoti hai ... hasrat karne ki nahi hoti hai ... aazmana hai toh ab bhi aazma sakti hai ... aur shamma jab tak bhujti nahi aag laga sakti hai
Govinda
Tere husn ki laali mane deewana bana rahi hai ... jahan dekh raha hoon tu hi tu nazar aa rahi hai
Kya kadardano se yeh mehfil khali hai ... na kahin seeti na kahin taali hai
Talab ki raah mein kuch paane se pehle kuch khona padta hai ... bade saude nazar mein ho toh chota hona padta hai
Divya Dutta
Aap mein ek kehto gadbadi hai ... har baat mein aapko bahute hadbadi hai ... bhole hai, raseele hai, chabeele bhi hai ... par langot ke babuji, aap bahute dheele hai
Swara Bhaskar
Kab kaha maine ke woh mera ho jaye aur main uski ... gair na ho jaye, itni si hasrat hai toh hai
Sara Loren
Kitna mushkil hai mohabbat ki kahani likhna ... jaise pani se, pani pe, pani likhna
Annu Kapoor
Aaye hai toh jayenge ... raja, runk, fakeer ... ek sinhasan chhad chale ... duja bandhe zanjeer
Kaun kehta hai qayamat aayegi sab mar jayenge ... hum Bihari hoon pedh pe chad jayenge
Har dayaar mein aati hai phir bahaar ... khilte hai phool bhi wahan daur-e-fiza ke baad
Raaj Kumar
Mohabbat mein jeena, mohabbat mein marna ... na aansoon bahana, na fariyad karna
Maangan maran saman hai, arre mat koi maango beekh ... maangan se marna bhala, yeh satguru ki seekh
Gurmeet Ram Rahim Singh
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory