Har chah ko intezaar hai tumhara, bas maangne ki derr hai ... chah bhi chahti hai tumhe, bas paane ki derr hai
Aditi Rao Hydari
Kuch paane ke liye kuch khona padta hai ... aur joh nahi bhi ho, woh bhi hona padta hai
Govinda
Woh aaye hamare ghar mein, khuda ki kudrat hai ... kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hai
Ajay Devgan
Ladki thi jawaan, mamla tha sangeen ... jana tha Japan, pahunch gayi Cheen
Aamir Khan
Bheegi hui cigarette kabhi jalegi nahin ... aur yeh tay hain ki ... teri maut ki tarikh kabhi talegi nahin
Mithun Chakraborty
Maut toh ek din muayyan hai, neend kyun raat bhar nahi aati ... hum wahan hai jahan se humko bhi kuch hamari khabar nahi aati
Amitabh Bachchan
Caren hai bahut zyada par tel bahut kam hai ... issi liye Iraq pe giraye gaye itne bomb hai
Nawazuddin Siddiqui
Padhoge likhoge toh hoge kharab ... kheloge koodoge toh banoge nawab
Laxmikant Berde
Ravan bola main bada main bada main bada ... Navagraha mere singhasan ke neeche pada ... bakht bola tu kaika bada ... tu toh che mahina Bali ki kankh mein pada
Muddai lakh bura chahe to kya hota hai ... wohi hota hai joh manzoore khuda hota hai
Unknown
Jaani dushman samajh loon aaisi nahi hai tu ... magar joh maine samjha tha waise bhi nahi hai tu
Shatrughan Sinha
Woh shaadi karke chali jayegi ... saath mein tumhari kismat bhi dhal jayegi
Juhi Chawla
Chahe pani ho ya patthar, Facebook ho ya Twitter ... kuch bhi nahi tere pyar se badhkar ... soochta hoon aksar, soochta hoon aksar
Omi Vaidya
Bholi Punjaban chidiya nahi cheel hai ... coffin mein aakhri keel hai
Lakh baando tum hum mein zanjeer se ... waqt par niklenge phir bhi teer se
Khudi ko kar buland itna, ki tu Himalaya pe ja pahunche ... aur Khuda khud tujhse yeh pooche, abhe laikhat utrega kaise?
Piyush Mishra
Yaar hoon, humdardo ka saaya hoon ... aaj yeh mat kehna, ke bewaqt aaya hoon
Sunny Deol
Bhaisaab dete hai gali pe gali ... lagta hai jana padega mujhe Kullu Manali
Shakti Kapoor
Guru aaya tha toh guru ghantaal bhi aayega ... mere haathon se apni maut ko kabhi taal nahin payega
Mohan Joshi
Tera pyar, pyar nahi teri zid hai ... jisse tu paar kar raha hai woh har hadh ki hadh hai ... mere dil mein tere liye mohabbat nahi, sirf nafrat hai ... tujhe tabaah joh kar degi woh is deewani ki deewaniyat hai
Sonam Bajwa
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory