Tere har question ka agar dunga jawaab ... toh samajh le teri zindagi ho jayegi kharab
Mahesh Manjrekar
Tujhe banakar maut ke mooh ka nivala ... tere seene mein gaad doonga main maut ka bhala
Rami Reddy
Jab se tumko dekha hai tab se tumko chaha hai ... jab se tumhe chaha hai in aankhon ne sirf tumhe dekha hai
Unknown
Main zubaan se lafzon ki tasveer khenchta hoon ... atith toh sab dikhate hai, main kabhi kabhi bhavishya bhi dikhata hoon
Dev Anand
Kashtiyan sabki kinare pe pahunch jaati hai ... nakhuda jinka na ho unka khuda hota hai
Yeh kaisa locha kiya tune mere pyar ka ... maal toh bika nahi bill chad gaya udhaar ka
Kader Khan
Bade gaur se sun raha tha zamana ... tum hi so gaye dastan kehte kehte
Ranjeet
Mohabbat karne waalon ke maula saath hai ... aye dushman teri kya taqat, teri kya aukaat hai
Chand ko todh doonga, suraj ko phod doonga ... agar tu haan kehde, toh pehle waali ko chhod doonga
Gulshan Grover
Meri nazar ne husn ka jadoo jaga diya ... tujhko sajaake aur bhi katil bana diya
Raaj Kumar
Ek hi reet sada chali aayi ... under the table upar ki malai
Paresh Rawal
Kabhi bal se toh kabhi chhal se ... kitno ki Lanka dhai hai ... par is shehar ki hawa mein kuch ajeeb se garmai hai ... is liye purane paintere chhod, ab yahan akal ladane ki baari aayi hai
Sanjay Dutt
Agar tu dil todh bhi degi mera, toh har toota tukda tere liye dhadkega ... mera yeh ishq sirf chingaari nahi, aag bankar bhadkega
Harshvardhan Rane
Tera pyar, pyar nahi teri zid hai ... jisse tu paar kar raha hai woh har hadh ki hadh hai ... mere dil mein tere liye mohabbat nahi, sirf nafrat hai ... tujhe tabaah joh kar degi woh is deewani ki deewaniyat hai
Sonam Bajwa
Hum dil mein aag aur chehre par gulaab rakhte hai ... mitakar aapke mardon ki bhookh hum un auraton ka rubaab rakhte hai
Alia Bhatt
Tumhari zulf ke saaye mein shaam kar longo ... aur safar ek umr ko tamaam kaam kar longo ... aur nazar milai toh pochongo ishq-o-anjaam ... aur nazar jukai toh khali salaam kar longo
Annu Kapoor
Kya mazaa baar baar milta hai tumhe humse rooth jaane mein ... roothne mein lagti hai do ghadiyan, umar kat jayegi manane mein
Juhi Chawla
Jab chahe chuna lagaye ragad ke khaye ... ab khud pe baat aayi toh kare hai hai ... arre bhoya pedh babool ka toh aam kahan se khaye
Ajay Devgan
Ghalib na mara tha, na mara hai, na marega ... kyun ki aashiq ka bachcha na sudhra hai, na sudhrega
Shahrukh Khan
Is duniya mein aaye ho toh kuch aisa kar jao kadardan ... gali, kooche se aawaaz aaye, abba jaan abba jaan abba jaan
Dharmendra
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory