Mujhe bahut darr lagta hai apne aap se aur apne gusse se
Ajay Devgan
Aag, pani aur Bhaiji ke saath nahi khelna ... aag jalata hai, pani doobata hai aur Bhaiji tadpata hai
Danny Denzongpa
Jab ghee seedhi aur tedhi dono ungliyon se na nikle ... toh beech ka rasta apnana padta hai
Randeep Hooda
Jab hum kash lagate hai ... toh hamare dushman gash khakar gir jaate hai
Raaj Kumar
Woh marega ... aur uski laash par khada hokar main is shehar ka sabse bada Don banooga
Raza Murad
Pachees baar keh chuka hoon ki ... dhande ki baat phone pe nahi
Ghanta! Ghanta! ... mera kuch bighadoge tum log
Prakash Raj
Abhe oye kangaal bank se bhaagi hui jhooti chavani
Govinda
Chote kaamo mein dhamkane ke liye main koi gali ka gunda nahi thi ... par mere gharwalon ko koi chot pahunchaye toh khamosh behatne ke liye main koi sant bhi nahi thi
Shraddha Kapoor
Karne se pehle kya sochna ... pehle karo phir daro
Esha Gupta
Hum kab aate hain aur kab jaate hain ... yeh toh taqdeer banane waale ko bhi malum nahi
Yeh hamare hero hai ... ek phone aaya aur pet kharab ho gaya
Anupam Kher
Bole toh Gandhigiri zindabad!
Sanjay Dutt
Mujhe hero ban'ne ki koi ichha nahi hai ... villain ban'ne ka bilkul time nahi hai ... khiladi hoon, khel raha hoon
Emraan Hashmi
Bhai muh-bola ho ya sagaa ... apun ke pyar ke beech aaya toh beech se hi cheer dalega
John Abraham
Yahan se nau do gyarah ho ja ... nahi toh teri zindagi mein aaj ke baad barah toh kya ... kabhi kuch bhi nahi bajega
Salman Khan
Jeena agar joh chaho, toh door humse rehna ... tum maum se bane ho, hum aag se bane hai
Mohan Joshi
Mumbai mein insaan ki keemat uski supari se hoti hai
Tu is duniya mein first time aake itna nahi roya hoyenga ... jitna tu aaj is duniya se jaate time royenga
Shahrukh Khan
Aatma kabhi nahi marti, shareer marta hai ... main logon ko maar nahi raha hoon ... bas unki aatma ko doosre shareer mein bhej raha hoon
Unknown
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory