Music system bajta hai ... aur mera system bajata hai
Prakash Raj
Pushpa naam sunke flower samjhe kya ... fire hai main
Allu Arjun
Tune Rambo ka naam suna hai? ... Terminator, Salman Bhai? ... in sabko na ek mixi mein daal, teen char baar ghuma ... aur joh glass bharke milkshake banta hai na ... woh hoon main
Arjun Kapoor
Yahan jiska jitna haath chalta hai ... uski utni baat chalti hai ... jiske haathon mein vazan, uske baaton mein vazan
Ajaz Khan
Zindagi chahte ho toh humse bachkar rehna ... jahan nimbu nahi jaata wahan nariyal ghusad dete hai
Ishrat Ali
Abhe oye sadhe huye unde ke double half-fry ... gumnaam shehar ke jhulte minar ... geele papad ki paidavar ... takle ki taal, kharbhuje ki khaal, bin batti ki dhaal ... maroonga ek kaan ke neeche, awaaz aayegi tere naak ke neeche ... badbudar chailay, phatte huye thayle, mailay guzelay ... teri yeh majhaal ki tu apun ke saath khele
Govinda
Joh kaam Gandhigiri se na ho na ... woh kaam gundagardi se do minute mein ho jaata hai
Unknown
Yeh che foot ka body ludkane ke liye char inch ka goli kam pad gaya malum?
Amitabh Bachchan
Hum hum hai ... baki sab pani kam hai
Sharman Joshi
Main idhar kisi ke phatte mein taang adane ko nahi aaya ... raj karne ke liye aaya main
Aali re aali ... aata tumchi baari aali!
Ajay Devgan
Sabki ulti ginti chalu!
Meri pahunch Delhi se lekar shamshan ghat tak hai ... awaaz Delhi tak jaati hai aur dushman shamshan tak chala jaata hai
Kiran Kumar
Malik, tu aur teri yeh company ... khallas
Vivek Oberoi
Joh hamare usool todhta hai ... hum usse todh dete hain
Yahan koi bhi jab chahe bharti ho sakta hai ... magar istifa nahin de sakta
Joh baat hamari samajh mein nahi aati hai ... hum usse beizzati samajhte hai
Akshay Kumar
Bhai mat bol ... emotional ho jaata hoon main
Nana Patekar
Main bewda hoon, tharki hoon, drug addict hoon, sab hoon ... lekin terrorist nahi hoon
Ranbir Kapoor
Gareeb aadmi ko na ungli nahi karne ka sahab
Naseeruddin Shah
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory