Pagalpan ki hadh se na guzre, woh pyar hi kaisa
Main tenu phir milangi ... shayad ek khayal banke tere mann mein jotrangi ... ya tere mathe di lakeer banke khamosh tenu takhti rawangi ... main tenu phir milangi ... kithe, kis tarah, pata nahi ... main tenu phir milangi
Har kahani ke na bahut pehlu hote hai ... farak bas yeh hota hai ke kahani suna kaun raha hai
Amar prem wohi hai jispe khoon ke halke halke se cheente ho ... taaki usse buri nazar na lage
Kuch toh kaam karlo ... ek dum aadat chhod doge toh kaisa chalega
Mardangi dhoti aur moochon mein na hove hai ... mardangi jigar mein hove hai
Ek mulk kagaz pe naksho ki lakeeron se nahi badhta ... mulk badhta hai rang se, bhasha se, dharam se, zaat se
Yehi toh problem hai arranged marriage ki ... love marriage mein mehnat karni padti hai na ... arranged marriage mein pakki-pakai parosi huyi ladki samne mil jaati hai na
(Mujhe nahi samajh mein aata yeh kaisa pyar hai aapka) ... Yeh woh wala hai jis mein jitna karo na kam padta hai
Hum aur woh milke is mulk ko thodi na banate hai ... hum is mulk ko banate hai
Tu banda na bada sahi hai ... lekin zimmedari ke naam pe na hug deta hai
Switzerland jaane wala tujhe Shahabad mein hi hazaron mil jayenge aur desh mein karodon ... lekin sirf gyarah pagal honge jinka kisi ladki ko dekhke goal se dhayan nahi bhatkega ... kyun ki woh kisi pool ya gaadi ke liye goal nahi maar rahe hai ... India ke liye goal maar rahe hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory