Meri zindagi aur maut par toh hukumat kar sakte hai aap ... lekin mere dil par nahi
Amrita Singh
Upar waala bhookha jagata zaroor hai ... lekin bhookha sulata nahi
Amitabh Bachchan
Mard ko dard nahi hota
Peeth par maara hai ... ab seene par khaoge
Dara Singh
Jiske seene mein doosro ke liye dard hota hai ... asal mein wahi mard hota hai
Unknown
Dahej dimak hoti hai ... ghar mein basne se pehle hi ghar ko khokla kar deti hai
Aap logon ke dilon ko toh chukar dekh liya ... ab pairon ko bhi chu lene dijiye
Main ghulam mulk mein pehda zaroor hua hoon ... lekin mere dil ne ghulami na kabhi kubool ki hai aur na kabhi karega
Koyle ki dalaali mein haath kaale ho jate hai ... magar kaala dhanda karne waalon ke toh mooh bhi kaale ho jate hai
Naukar kitna hi bada kyun na ho jaye ... uska sar ... maalik ke jooton se upar nahi uth sakta
Hamare liye toh har maa apni maa hoti hai
Mere sar par jab tak mere maa baap ka aashirwad hai ... lohe ki talwar toh kya ... aasman se girne waali bijliyan bhi mera kuch nahi bighad sakti
Yeh namak ... namak haraamo ke zakhmo ko jalata hoga ... namak halaalo ke nahi
Aaj pehli baar pata chala ki ... sabhi goron ka dil kaala nahi hota
Zakhmi dil chain nahi paate ... jala karte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory