Filmy Quotes

Drama
Drama

(Page 30 of 176)
# 581

Sher ke shikaar mein shikaari bhi mar sakta hai


In hunting for a tiger even the hunter can die

# 582

Logon ke kaam pe tavajoh dena seekh ... unke baap ke naam pe nahi


Learn to pay attention on the work that people do ... and not on their father's name

# 583

Gusse mein kiye faisle aksar galtiyon mein tabdeel hote hai


Often decisions taken in anger turn into mistakes

# 584

Kayarta ke vikul hai mere yeh aasoon aur peedha ke toh bilkul bhi nahi ... yeh mera rakht hai joh ghoolkar bhav ban gaya aur meri aankhon se behne laga


My tears are against cowardness and not against pain ... this is my blood which has turned into emotions and is flowing from my eyes

# 585

Is baar haath nahi ... saath chahiye


This time I don't need your hand ... I need your support

# 586

Pyar karna koi kamaal nahi hai ... kamaal toh yeh hai ki doosre tumse pyar karne par majboor ho jaye


To love is not a big thing ... the big thing is when others are compelled to love you

# 587

Woh baat joh lafzo mein ada ho jaye ... woh baat hi kya hui


The thing that can be said with words ... is not a thing at all

# 588

Main paisa ghode par nahi ... jockey par lagata hoon


I don't bet on the horse ... I bet on the jockey

# 589

Mazdoor ka paseena sookhne se pehle, uski mazdoori mil jani chahiye janaab


Sir, the laborer must be paid before his sweat dries out

# 590

Haan yaar main bada aadmi ban gaya hoon ... aur main aur bada banna chahta hoon ... kyun ki main bada soochta hoon


Yes, I have become a big man ... and I want to become even bigger ... because I think big

# 591

Joh log kam bolte hai na ... un mein yaadon ka ek jwalamukhi bhara hota hai ... jis mein woh jalte rehte hai, jalte rehte hai


People who speak less ... have a volcano of memories within them ... in which they keep on burning

# 592

Yeh ishq nahi aasaan ... ya toh dooboge ya tairke nikloge


Love is not an easy thing ... either you'll drown in it or you'll swim and pass it

# 593

Har buri aatma ka ek iraada hota hai


Every bad soul has an intention

# 594

Bachpan se dukhon ka itna bhoj uthaya hai ... ki ab aur bhoj uthane ki himmat nahi rahi


Since childhood I have lifted so much weight of sorrow ... that now I don't have the courage to lift any weight

# 595

Bachpan jitna baap ke liye tarasta hai ... usse kahi zyada budhapa apni aulad ke liye tadapta hai


How much ever childhood yearns for a father ... much more than that old age yearns for their child

# 596

Manzil par pahunchne ki khushi tabhi hoti hai jab ... humsafar saath hoon


The happiness you get in reaching a destination ... only comes when companions are together

# 597

Hamari sanskriti mein pehle shanti aur phir kranti ko jagah di gayi hai


In our culture peace is given a higher place than revolution

# 598

Aksar dikhai nahi deta par samne zaroor hota hai ... har khudkhushi karne wale ka qatil zaroor hota hai


Often you don't see something but it's close by ... and there's a killer behind every person who commits suicide

# 599

Duniya mein koi bhoot pret, koi jungli janwar is insaan naam ke janwar se zyada khatarnak nahi hota ... nuksaan toh sirf jeete jaagte insaan hi pahunchate hai


In this world no ghost or spirit, no wild animal is more dangerous than the animal named human ... because only the living humans hurt us

# 600

Ek achchi tasveer woh hoti hai joh poori kahani bata sake ... aur ek achchi kahani woh joh ek tasveer mein sama sake


A good picture is the one that tells the whole story ... and a good story is the one that can be enclosed in one picture

Recently Added

Box Office Winners


Movies Directory

ABCDEFG
HIJKLMN
OPQRSTU
VWXYZ#

Stars Directory

ABCDEFG
HIJKLMN
OPQRSTU
VWXYZ

Copyright © FilmyQuotes.com