Filmy Quotes

Drama
Drama

(Page 31 of 176)
# 601

Agar usne apna rasta nahi badla toh majboor hokar hum mein apna rasta badalna hoga ... aur woh rasta khoon ke darya se hoke guzrega


If he does not change his path then we'll be compelled to change our path ... and that path will pass through the sea of blood

# 602

Izzat woh daulat hai ... joh ek baar chali gayi toh phir kabhi haasil nahi ki ja sakti


Respect is that wealth ... which cannot be regained once it goes away

# 603

Kabhi kabhi puraane dino ki yaad ... sehat ke liye bahut achchi hoti hai


Remembering the old days ... sometimes is very good for health

# 604

Aaisa kyun hota hai ki hum jisse sabse zyada pyar karte hai ... dukh bhi hum sabse zyada us hi ko dete hai


Why is that the person we love the most ... we give them the most pain

# 605

Hamare ghav bahut gehre hai ... woh itni aasani se nahin bharne waale


My wounds are very deep ... they will not heal this easily

# 606

Tumhari haalat ek us aphahij jaisi ho gayi hai ... jisse chalne ke liye baisaakhi ki zaroorat toh hai ... lekin usse pakadne ke liye haath nahi hai


Your condition has become of one like a handicapped person ... who needs crutches to walk ... but does not have the hands to hold that

# 607

Meri aankhon se mere khwab na cheeniye Shehzaade ... main marr jaongi


Your Highness please don't take my dreams from my eyes ... I will die

# 608

Zindagi bilkul in barf ki reshu ki tarah hi toh hai ... pal bar ke liye taherti hai aur pighal jaati hai ... par kambhakt jitni derr rehti hai, badi khoobsurat lagti hai


Life is just like the soul of the snow ... it stays for sometime and then melts ... but for the time it stays, it looks beautiful

# 609

Kuch raaston par sirf akele hi jaya ja sakta hai ... sirf akele


On some roads one must go alone ... only alone

# 610

Apnepan ke liye kisiko apna banana zaroori nahi ... jisse bhi apnapan mil jaye wohi apna hai


For oneness, one does not need to make someone ours ... from whoever you get oneness, they are ours

# 611

Lagta hai aaj har ichcha poori hogi ... par mazaa dekho ... aaj koi ichcha hi nahi rahi


Feels like all my wishes will be fulfilled today ... but the fun is ... today I don't have any wishes left

# 612

Apni ambitions ka wajan apne bachcho ke nazuk kandhon pe daalna ... it's worse than child labour


Putting the weight of your ambitions on the delicate shoulders of your child ... it's worse than child labour

# 613

Tujh jaise zehar ko maarne ke liye ... zehar hi kaam aayega


To kill a poisonous person like you ... poison will be useful

# 614

Jiska mann saaf hota hai ... uski nazar bhi saaf hoti hai


One who has a clean heart ... his vision is also clean

# 615

Amir toh duniya mein nafrat hi faylata hai ... par gareeb pyar laata hai


The rich spread hatred in the world ... but the poor bring love

# 616

Hume sirf ek take milta hai, sirf ek take ... aur agar uss ek take mein hamse koi galati ho jati hai ... toh maut ke samne zindagi ghutne take deti hai


We only get one take, just one take ... and if we do a mistake in that one take ... then life bends down on its knees in front of death

# 617

Chaandi ko sone mein badalne ki koshish kar raha hoon


I am trying to convert silver into gold

# 618

Main tumhare bachche ki maa banne waali hoon


I am going to be a mom of your child

Unknown

DramaParents
# 619

Zameen pe baithi bahut achi lag rahi hai tu ... aadat daal le ... kyun ki teri kursi toh gayi


You're looking very good sitting on the ground ... get habituated to this ... because you've lost the chair of your position

# 620

Dushman ki chaati mein talwar pironha aasaan hai ... par rishton ke motiyon mein dhaaga pironha bahut hi mushkil


Dushman ki chaati mein talwar pironha aasaan hai ... par rishton ke motiyon mein dhaaga pironha bahut hi mushkil

Recently Added

Box Office Winners


Movies Directory

ABCDEFG
HIJKLMN
OPQRSTU
VWXYZ#

Stars Directory

ABCDEFG
HIJKLMN
OPQRSTU
VWXYZ

Copyright © FilmyQuotes.com