Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye ... tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye
Bhool karke agar humse koi bhool hui ho, toh bhool samajhkar bhula dena ... lekin bhulana sirf bhool ko, galati se bhi hum mein na bhula dena
Agar tum mein mazaak sehne ki himmat nahi hai ... toh mazaak kiya bhi mat karo
Lucknow da kurta, Pathani salwar ... tab lage mard, varna lage bekaar
Zindagi mein joh hota hai woh socha nahi hota ... aur joh socha jata hai woh kabhi hota nahi ... aur joh kabhi nahi hota, woh kabhi kabhi ho jata hai
Insaan ki khwaish ki koi inteha nahi ... do gaz zameen chahiye do gaz kafan ke baad
Kuch kuch hota hai Rahul, tum nahi samjhoge
Jua mein hamesha jeetkar hi nahi ... kabhi kabhi haarkar bhi zyada paisa kamaya ja sakta hai
Kabhi kabhi aisa kyun hota hai ... ki paraye bhi apne lagne lagte hain
Kabhi kabhi adults bahut complicated hote hai ... kisi se bahut pyar karke bhi, unke saath nahi reh paate
Sahi aur galat ke beech faisla karna bahut aasaan hai ... lekin do sahi raasto mein se behtar chunana aur do galat raasto mein se munasif ... yahi hamari zindagi ke faisle karte hai
Kabhi kabhi ek aadmi ka sahi ... doosre ka galat ho sakta hai
Ek da vada dil aur duje de vade vade bill
Bade mazaaki ho ... bade mazaaki ho
Daulat se insaan keemti bistar khareed sakta hai, magar neend nahi khareed sakta ... daulat se insaan roti khareed sakta hai, magar bhook nahi ... daulat se insaan jism khareed sakta hai, magar sacha pyar nahi khareed sakta
Dukh chupane ke kamaal ko hassi kehte hai
Zakhm bhar bhi jaye ... magar nishaan baki reh jaate hai
Vade log vadi vadi baatein
Jis aadmi ka dil achcha na ho ... uspar kuch achcha nahi lagta
Kisi aur ko badalne ke liye ... khud ko badalna zaroori hota hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory