Sahi sahi bata scene kya hai ... Valentine wali date ya seedha Karwa Chauth celebrate
Unknown
Dost harami ho toh aata hai maza ... aur premi harami ho toh jeevan ban jaye saza
Mann mein jab jhol ho aur chaddi mein hole ho ... toh aap jitna bhi beparwah ghoomo ... duniya ko sab dikh hi raha hota hai
Rishi Kapoor
Jawani mein aise pyar bhare kaand karne chahiye ... varna bhudape mein Ganga mein jaake dhoyenge kya
Govinda
Besharam gende ki behaya khaal ... bina pancho ki chaupal
Jitna dimaag tere paas hai na ... utna mera kharab rehta hai
Dharmendra
Hone wale miyan ke tareefon ke pul baand rahe hai ... baraat kam lagta hai khule saand khade hai ... aise bhi kya heere jadhe hai ... darshan chote bas naam badhe hai
Aditi Rao Hydari
Dena hai poora do sammaan ... mat do adhoora gyaan
Apun patang, woh apni dor ... woh morni, apun uska mor
Ritesh Deshmukh
Uski ghadi mein har waqt sadhe chhe hi bajhe rehte hai
Banda joh hai na, ishq joh hai Katrina Kaif se kar sakta hai ... Mohammad Kaif se nahi
Nawazuddin Siddiqui
Ab woh zamana gaya jahan lovers yahan markar upar milne ki koshish karenge ... ab woh zamana hai jahan lovers doosron ko upar pahunchakar khud yahan rahenge
Gaurav Arora
Tera bhi jawaab nahi uparwaale ... chokri na mili, naukri mil gayi ... stree na mili, istree mil gayi
Kader Khan
Musibate teen sau saat ... phir bhi saala thaat pe thaat
Murli Sharma
Tum dono bhai behan ne milkar meri maa behan kar di hai
Tusshar Kapoor
Lakshmi darwaaze par hoti hai aur badnaseeb insaan mooh dhone gaya hota hai ... lekin yahan toh saala yeh hugne gaya tha
Rajpal Yadav
Yeh ladki hai ya qayamat ... arre yeh sapna hai ki haqeeqat
Arshad Warsi
Nahi dalenge hum haath izzat pe tumhari ... pehnayenge mangalsutra yahi khwaish hai hamari
Amjad Khan
Jabse dekha hai maine is daas ko ... na Shakespeare ko padha hai na Kalidas ko
Janam tera is duniya mein kabhi nahi hoga ... main shaadi nahi karoonga, tu paida kaise hoga?
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory