Kutte aur aadmi ki nasal kaan kheench kar hi pata chalti hai
Mehmood
Aaisa dimak bankar khaonga ki kab tootta, kab bhikra aur kab tabah hua ... teri parchaiyon ko bhi pata nahi chalega
Mithun Chakraborty
Ghodi jab race mein daudti hai na toh beech raaste mein nahi rukti ... manzil tak daudti hai ... chahe phir woh race jeete ya hare
Mallika Sherawat
Waqt aane par na dushman ko chhodna chahiye ... na saanp ko dekhkar laathi ko todna chahiye
Utpal Dutt
Humse dushmani modh lekar tumne zehareelay bichhoo ka dank apne shareer mein gaadh liya hai ... aur bichhoo ke dank se aadmi marta nahi hai ... zindagi bhar tadapta aur sisakta rehta hai ... tum bhi jab tak jeeoge tadapte aur sisakte hi rahoge
Rekha
Har kadam par ek kutta milega tumhe ... par tum chaho toh woh tumhara nahi, tum uska istamal kar sakti ho
Unknown
Mere jaal mein aayi hui chidiya udh nahi sakti ... kyun ki main uske par katar deta hoon
Pran
Meri chaati par aakar toh saanp bhi rassi ban jaata hai
Lalita Pawar
Kutte ki dumm kabhi seedhi nahi hoti
Hum log ki race mein ghoda bhaagta hi nahi hai ... girata hai
Amole Gupte
Chicken aur chicks ... the two "Meows" of life
Prakash Raj
Jinko aata tha gussa kutte pe kabhi ... unko kutte pe pyar aata hai abhi
Mushtaq Khan
Haathi, ghode, top, talwarein, fauj toh teri saari hai ... par zanjeer mein jakda raja mera ab bhi sab pe bhaari hai
Jab tak sher apni kahani nahi sunayega ... tab tak aapko shikari ki kahani par hi yakeen aayega
Akshay Kumar
Kutta bhi jahan tukda khata hai wahan wafadari dikhata hai ... tujhe toh kutta kehna bhi kutte ki beizzati karna hai
Om Shivpuri
Dono haathon ki zaroorat taali bajane ke liye namardon ko hoti hai ... geedaron se nipatne ke liye sher ka ek panja hi kaafi hai
John Abraham
Mera sarvanash karne woh parinda uthke aaya tha ... mujhe pakadne ke liye usne abhinay chakra chalaya tha ... parinde ko laga tha ki main is chakra mein mar jaaunga ... usse yeh nahi pata ki main yeh ghosla tabah kar jaaunga
Ashutosh Rana
Aadmi ke vikaas ke charan teen ... bandar, aadmi aur machine
Khat kabutar kis tarah le jaye bam-e-yaar par ... par kattarne ke liye hai kaichiyan deewar par ... jawab hai ki khat kabutar is tarah le jaye bam-e-yaar par ... khat ka mazmoon ho paron par, par katte deewar par
Amitabh Bachchan
Sher jab ghayal ho jaata hai ... toh shikari ke liye maut ban jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory