Hum us desh ke waasi hai jis desh mein Ganga behti hai ... aur jis desh mein bahu apne saas sasur ke samne sar par pallu daal ke rehti hai
Laxmikant Berde
Wah, kya saas ho tum ... abhi tak bahu ke haath ki mehandi nahi chhooti ... aur tumne apna rang dikhana shuru kar diya
Madhuri Dixit
Aye buddhe ... pet mein aant nahi hai, mooh mein daant nahi hai ... chumma lega?
Tu mera dulha toh kya ... kisi ka dalaal banne ke layak bhi nahi hai
Aaj ke baad woh jagega toh maa kahega, soyega toh maa kahega, jeeyega toh maa kahega ... aur marega tab bhi maa kahega
Aruna Irani
Khud laat marte ho aur mujhe gadha kehte ho?
Maine bhi tum logon ka tel nahi nikaal diya ... toh main bhi apne baap ki beti nahi
Hum toh gulaab lene gaye the ... yahan toh guldasta hi haath mein aa gaya
Anil Kapoor
Malik banna hai toh kheto mein kaam kar ... kyun ki asli khazana kitaabon mein nahi, zameen mein chupa hai beta
Saabit kar diya tune aaj ... ki mujh jaisi nagin ki kokh se ... tujh jaisa sapola hi paida ho sakta hai
Itna roye, itna roye ... laga jaise municipality ka gutter phat gaya ho
Bharati Achrekar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory