Zindagi chahte ho toh humse bachkar rehna ... jahan nimbu nahi jaata wahan nariyal ghusad dete hai
Mere peeche itne siyaasi haath hain ... jitne aapke sar pe baal bhi nahin honge
Gundagiri aur netagiri dono ek hi baap ki do harami aulad hai
Sar ka taj tedha ho ... toh rani, rani nahin kaani lagti hai
Roti hoti hai khane ke liye ... aur boti hoti hai chabane ke liye
Kuch is tarah se bhunne hain maine taqdeer ke dhaage ... achche achchon ko jhukna padta hai mere aage
Supari ka sauda noton se nahin ... laashon se hoga
Mera naam hai Lambu Aata ... saale ko doonga maut ka chaata
Jab bete ki ghar mein shikayatein aane lage aur gaon mein charcha hone lage ... toh samjho beta jawan ho gaya
Khada kar diya hai mera ... gusse se ek ek baal khada kar diya hai
Begairat besharam bano, kisi se kabhi mat darro ... jab koi gaali de, jhi bharke hasso jhi bharke hasso
Chamdi ukhaadkar tera chehra bhigaad doonga ... tukde udaakar tere dal-dal mein gaad doonga
Bheenk mangni parti hain kanoon ke wafaadaron ko ... par maal khane ko milta hai desh ke gaddaron ko
Face Sonali, taange Raveena aur aankhen Karishma
Main sher ke mooh me haath dalkar uske pet se antariyan nikal leta hoon
Doodh dhari gaiyaan ki lattiyan aur bin byaahi chokariyan ki battiyan ... toh sehni hi padegi
Yeh joh raajneeti hai na, yeh one day cricket match ki tarah hai ... is mein faisla kabhi kabhi aakhri gendh par hota hai
Tujhe imaandari ki khujli lag gayi hai ... zindagi bhar khujate khujate mar jayega ... lekin haath tere kuch nahi aayega
Dushmani nikalne ke liye dost banana bahut zaroori hai ... aur peeth par chura bhaukne ke liye gale milna bahut zaroori hai
Phatte toh phatte par position na ghatte
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory