Meri maa ne kaha tha ... ki jab bhi koi buzurg tum par haath uthaye, toh uska jawab muskurakar dena
Kispe kare yakeen, kisse kare gilla ... mere naseeb ne mera yeh haal kar diya
Abhe hata saavan ki ghata ... kha, khuja, bati bhujake soja nintakle pintukle ... mandi pe khareli hai aunty baja rahi hai baar-baar ghanti ... kulla ghumake paschim ko palat le ... bahut ho gaya phutle, vatle, shaana ban kya?
Jitni tumhari saal bhar ki kamai hai ... utne rupaiy ke surf aur sabun se ... meri haveli ke farsh dhoye jaate hai
Upar se hum hain saath saath ... aur andhar se hum aapke hai kaun
Naag bola main bada main bada ... Shiv Shankar ke gale mein pada ... bakht bola tu kaise bada ... tere phan pe toh Kanhaiya khada
Yeh duniya ek bus stop hai aur ladki ek bus ... peeche bhaago toh saala chute jaati hai ... wahin khade raho samne se doosri aati hai
Duniya ka koi insaan bura aadmi nahi hota ... koi aadmi apni maa ke pet se bura pehda nahi hota ... koi chor apni khushi se chori nahi karta ... koi daaku apni khushi se daaka nahi dalta ... koi tawaif apni khushi se apna jism nahi bechti ... waqt aur halaat insaan ko bura banne pe majboor kar dete hai
Abhe oye sadhe huye tamatar ki phu-phundi waali chutney ... baasi kadhi ke baas marte huye besan ... zamane ke bighade huye fashion ... jaale huye aloo ki kaalak, keedhe pade huye paalak ... phitkari ki phitkar, auraton ki dhutkar ... dekh kaise khadi karta hoon main teri khaat aur kaise lagata hoon main teri vaat
Bahut soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono milke duniya ko kuch aaisa samjhayenge ... ke soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath duniya bhi yeh samajh jayegi ... ke soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono ki samajhdari saath saath chal rahi hai ... aur soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono ko joh bahut pehle kar dena chahiye tha ... woh soch samajh kar samajh samajh kar samajhdari ke saath hum dono ne baad mein kiya ... magar kiya zaroor ... samajh rahi hai na main kya samjhana chah raha hoon?
Yeh cheating nahi hai ... yeh setting hai
Aaj tak mujhe tum jaisi koi ladki dikhi hi nahi ... dikhi hai toh mili hi nahi ... mili nahi toh baat bani hi nahi ... baat bani nahi toh baat aage badhi hi nahi ... isliye main zindagi mein peeche reh gaya
Main na idhar dekhta hoon na udhar dekhta hoon ... bahut sochne ke baad kahin dekhta hoon
Main tere pyar mein kya kya na bana Meena ... kabhi bana kutta, kabhi kamina
Laundiya ko ghumana ho, jeb mein haath daalo note nikal aata hai ... laundiya ko gol-gappa khilana ho, jeb mein haath daalo note nikal aayega ... laundiya ko cinema dikhana ho, jeb mein haath daalo ... kya nikal aata hai? ... (note) ... lekin jab jeb phatti hogi, us mein haath daloge toh kya nikaloge ... ghanta!
Har modh pe mile jaate hai humdard hazaron ... shayad meri basti mein adakaar bahut hai
Aapki nazaron mein paisa pyar aur bhagwan dono se bada hai ... aap samajhte hai joh madhurta paison mein hai woh Sharda ke sitar mein, Vishnu ke shank mein nahi ... aap samajhte hai joh sundarta paison mein hai woh Rati ki surat mein nahi, swarg ki jhanki mein nahi ... paise mein joh pavitatra hai woh Ganga ke pani mein nahi, Savitri ke daman mein nahi ... paise mein joh taqat hai woh maa ke aashirwad mein nahi, devtaon ke zubaan mein nahi ... satya, shiv, sundar sab paisa hai ... jiske paas paisa hai woh raja aur jiske paas paisa nahi woh Raju?
Abhe oye sadhe huye unde ke double half-fry ... gumnaam shehar ke jhulte minar ... geele papad ki paidavar ... takle ki taal, kharbhuje ki khaal, bin batti ki dhaal ... maroonga ek kaan ke neeche, awaaz aayegi tere naak ke neeche ... badbudar chailay, phatte huye thayle, mailay guzelay ... teri yeh majhaal ki tu apun ke saath khele
Yahan par garmi bahut zyada hai ... main apni AC BC DC car mein jaakar beheta hoon
Na saboot dhoondta hoon, na gawah dhoondta hoon ... mujrim nazar aa jaye toh chane ki tarah bhoonta hoon
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory