Main na idhar dekhta hoon na udhar dekhta hoon ... bahut sochne ke baad kahin dekhta hoon
Govinda
Na saboot dhoondta hoon, na gawah dhoondta hoon ... mujrim nazar aa jaye toh chane ki tarah bhoonta hoon
Naam pooche se pehle diaper toh pehan lo ... saaf kya tumhara baap karega
Yeh teen cheezein kaafi khatarnak hoti hai ... kaala coat, safed coat aur petticoat ... pata nahi kitne ghus gaye
Mera sarvanash karne woh parinda uthke aaya tha ... mujhe pakadne ke liye usne abhinay chakra chalaya tha ... parinde ko laga tha ki main is chakra mein mar jaaunga ... usse yeh nahi pata ki main yeh ghosla tabah kar jaaunga
Ashutosh Rana
Thoda sa muskurao toh tasveerein achi ho jaati hai ... har haal mein muskurate raho toh zindagi toh achi ho hi jayegi
Joh goliyan chalate hai woh gaaliyan nahi dete
Jawani mein alag hota hai ... vastu aasmaan mein pheko neeche aa jaati hai ... par bhudape mein neeche ki vastu upar nahi jaati
Makrand Deshpande
We all start from zero ... take a right decision ... be a hero
Haathon ki lakeeron pe ghamand mat kar ... taqdeerein unki bhi hoti hai jinke haath nahi hote
(Abhe kaun hai be tu?) ... Sachon ke saath sacha hoon, achon ke saath acha hoon ... aur kanoon ki woh maa jiski aankhon pe patti bandi hai, us hi ka aankhon wala bacha hoon
Khana khilaya hua aadmi dhoka de sakta hai ... doodh pilaya hua saanp nahi
Unknown
Duniya mein aise bhi log hai jinhe zung lagi goliyon se maarna padta hai ... agar goli se bach jaaye toh tetanus se toh mar jaaye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory