Kothe ki santan sirf ek raat ke liye dulhan banti hai ... umar bhar ke liye nahi ... woh daulat ke tarazu mein tulkar apni nath utarwaati hai ... byah karke suhagraat nahi manati
Unknown
Aaina todh diya khud bhi nazara na kiya ... unke jaisa ho koi yeh bhi gawara na kiya
Meenakshi Sheshadri
Jis aurat ka pesha hi kahi mardon ka dil lubhana hai ... woh zindagi mein jitna chahe dhan kama le ... izzat kabhi nahi kama sakti
Govinda
Fudak fudak tu chaal chale, naam tera hirni komal ... thumak thumak koole thumke, hum dekh rahe aankhen mal-mal ... daant tere bhutte dane, dil ched rahe hai naina chanchal ... yeh roop tera bhari bharkam, ham pyar kare ki lade dangal
Kader Khan
Humne kya kya usse mehfil mein ishara na kiya ... dekhna bhi hum mein zalim ne gawara na kiya
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory