Maharaja woh nahi hota jiske sar par taj aur pairon ke neeche makhmal ho ... maharaja woh hota hai jiske dil mein apno ke liye pyar aur baazuon mein unki raksha karne ki taqat ho
Raaz chahe pati ka ho ya patni ka ... agar usse dono ke beech khol diya jaye toh badapan hota hai ... aur chupaya jaye toh dokha hota hai
Moongphali mein chilke aur laundiya mein nakhre na hote ... toh zindagi kitni aasaan hoti
Pehle toh kisi ko chhedo nahi ... aur koi tumko chhede toh usko chhodo nahi
Gareeb ki kismat us par kuch dino ke liye meherbaan toh ho sakti hai ... magar hamesha ke liye savar nahi sakti
Abhe oye kangaal bank se bhaagi hui jhooti chavani
Naam pooche se pehle diaper toh pehan lo ... saaf kya tumhara baap karega
Kuch parinde aaise bhi hote hai joh halaat ke pinjre mein qaid toh hote hai magar majboor nahi hote ... unki baazuon mein itni taqat hoti hai ki woh pinjra samet udh jaate hai
Meri girlfriend ke saath tu saiyaan banke, naiya ke upar, chaiyya chaiyya kare ... aur main UP ka bhaiya banke wahan kinare pe se haath hilaon
Yeh andhere mein hazaar volt ke jhatke kyun de rahi ho? ... mere dil mein na jaane kaise kaise bulb jal uthe
Jaan chahe janwar ki ho ya insaan ki ... jaan, jaan hoti hai ... khoon chahe janwar ka gire ya aadmi ka ... dard dono ko ek sa hota hai
Joh karte hai woh bolte nahi ... joh bolte woh karte nahi ... joh garajte hai woh baraste nahi ... joh baraste hai woh garajte nahi ... lekin main karoonga bhi, bolunga bhi, garjunga bhi, barsunga bhi
Kuch paane ke liye kuch khona padta hai ... aur joh nahi bhi ho, woh bhi hona padta hai
Chai, cigarette, cheroot, beedi, paan, zarda, tambaku, brandy, whiskey yah rum ... in sab cheezo ke paale hi nahi maine gham
Ravan bola main bada main bada main bada ... Navagraha mere singhasan ke neeche pada ... bakht bola tu kaika bada ... tu toh che mahina Bali ki kankh mein pada
Jis tarah mazab-e-islam mein haraam hai suvar khana ... jis tarah hindu dharam mein paap hai gaye khana ... in sabse bada gunaah hai ... mard hokar kisi aurat ke jism ki kamai khana
Kathin pariksha mein pass ho jaana meri buri aadat hai
Abhe sadhe huye aam ki gutli ... bagair chai ki ketli ... paan ki potli ... bagair aankh ki putli
Joh log maaf kar dete hai na woh kabhi udhas nahi hote
Maa duniya ek aaisi daulat hoti hai ... joh insaan ko sirf ke baar naseeb hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory