Gareeb ki taqat uski vote hoti hai
Tune apni zindagi mein bade bade shaitan dekhe honge ... lekin aaj teri mulaqat shaitanon ke shahenshah Shaadilal se ho rahi hai ... jiske paas insaan toh kya, khud shaitan panah maangne aate hai
Har insaan ko apni zindagi jeene ka aur apni maut marne ka haq hai ... lekin hum mein maut ko bhoolkar, zindagi ko gaale laga lena chahiye
Humri ek choti si behna, chhod rahi hai aaj humra angna ... uski shaadi hai humpe udhaar, karoonga main uski shaadi bar-bar, lagatar, hazaar-bar
Talvar jab tootti hai toh aadmi ki jaan bach jaati hai ... lekin kalam ki nok jab tootti hai toh aadmi ki jaan chali jaati hai
Tumne toh kamaal kar diya ... dhoti ko phaadkar rumaal kar diya
Dhak ki tiki, dhak ki tiki, dhak ki tiki ... dhaa!
Har positive ka negative hota hai ... roshni ke baad andhera zaroor hota hai
Aaj ke zamane mein izzat ussi ki hai ... joh ya toh kisi ka kuch bighad sakta ho ya phir savaar sakta ho
Itni dawaiyan kha raha hoon ki mera poora shareer ek chemist ki dukaan ban gaya hai
Baja toh rahe ho dunka ... par jana na padhe Sri Lanka
Kal kare so aaj kar, aaj kare so ab ... chalo mere gundon milkar maaro sab
Yeh mahal rahega, qila rahega ... iska naada dheela rahega ... yeh raja rangeela kal bhi tha, yeh raja rangeela aaj bhi hai, yeh raja rangeela kal bhi rahega
Gin aur Coca-Cola peekar Sharafat bola ... roz raat ko humne ek naya dhakan khola
Mere bedroom ka darwaza bhi meri tarah romantic hai ... ladki andar aa jaye aur jab tak romance poora na ho ... tab tak khulta hi nahi hai
Yeh kanoon ke woh baap hai joh apni duty ko apni gaud mein jhula jhulakar, usse pyari pyari lori sunakar sula dete hai ... aur aapke noton ka pankha banakar usse thandi thandi hawa dete hai
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... ab ho jayega dushmanon ka engine derail
Alla re alla inspector Bhinde alla ... haath mein leke kanoon ka tala
Main nafrat ke mohron se dushmani ka shatranj ussi ki bisaat pe khelonga ... aur aaisi maat doonga, aaisi maat doonga ki maut bhi roo padegi
Awaara lafango ke tarah ghoom kar sirf waqt kaata jaa sakta hai ... poori umar nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory