Jaldi se isse chhod ... varna aa jayega kahani mein ek naya modh ... ho jayegi shamshan ki taraf teri daud ... hai koi iska tera paas todh?
Itni dawaiyan kha raha hoon ki mera poora shareer ek chemist ki dukaan ban gaya hai
Baja toh rahe ho dunka ... par jana na padhe Sri Lanka
Kal kare so aaj kar, aaj kare so ab ... chalo mere gundon milkar maaro sab
Gin aur Coca-Cola peekar Sharafat bola ... roz raat ko humne ek naya dhakan khola
Mere bedroom ka darwaza bhi meri tarah romantic hai ... ladki andar aa jaye aur jab tak romance poora na ho ... tab tak khulta hi nahi hai
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... patni ko dekh ke engine ho gaya mera fail
Hasso mat ... aaj se tumhare rone ke din shuru ho gaye hai
Zameen pe rhengne waala keeda kitna bhi bada kyun na ho ... usse masalne ke liye pair ka ek angootha hi kaafi hai
Main bhi kitna harami hoon, dono taraf dhol bajhata hoon ... udhar se maal kamata hoon, idhar se naam kamata hoon
Yahan ki fikar wahan ka khayal rakha hai ... badi ada se dono jahan sambhal rakha hai
Tum meri zindagi mein full stop toh kya comma bhi nahi laga sake ... lekin main tumhari zindagi mein full stop zaroor lagaonga
Without ticket passenger hamesha dara dara sa lagta hai ... saawan ke andhe ko charon taraf hara hara sa lagta hai
Mere kanne chakku hai!
Jaise bajhti hai ghanti ... vaise hai meri pyari pyari aunty
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... mohabbat mein ab tu saare sitam jhel
Jis tarah aag lakdi ko jalakar raakh kar deti hai ... ussi tarah gussa insaan ki akal ko nighal jaata hai
Ghamand toh ek sheesha hai joh toot kar hi rehta hai
Jab jab paapiyon ka bhav badta hai ... tab tab paapiyon ka papad banane koi na koi aa hi jaata hai
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... khatam ho gaya is moti ka khel
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory