Zindagi gol-gappe jaisi haundi hai ... pet bhale hi bhar jave, mann nahi bharta
Aamir Khan
Aaj ka seedha ka seedha funda ... char aane ki mehnat, barah aane ki marketing ... kyun ki joh marketing karle na, uska vichaar bik jaata hai ... aur joh na kare, uska achaar bhi nahi bikta
Unknown
Ek khuddar aadmi ke liye jail se badi saza hoti hai sasural ki roti todna
Saurabh Shukla
Makhan lagane wale haathon mein chhuri zaroor hoti hai
Supriya Pathak
Desi aur angrezi mein kitna farak hota hai ... desi jaldi chadti hai, foran utarti hai ... aur angrezi chadti hai toh bas chadhi rehti hai
Samaj mein do tarah ka log hota hai ... ek joh paseena bahakar apna haq ka roti kamata hai ... aur ek joh khoon paseena bahakar apna haq ka roti cheen leta hai
Rajkummar Rao
Joh khaye gud aur chana ... woh rahe sada bana
Aaj kal ka pyar confusing hai ... it's like a cheese chinese schezwan masala dosa
Aditya Roy Kapur
Vadam vadam par likha hai khane wale ka naam ... aur kadam kadam par likha hai aage badne wale ka naam
Salman Khan
Aadhi roti khayenge, Indira ko layenge
Jab dekho mooh utha ke shaadi karne nikal padta hai tu ... meri advice maan koi aashiqon wali harkatein karle ... phool leja, chocolate hai ... koi baat, koi mulaqat ... seedhe suhagraat
Vahini ko dekh kar pata chalta hai aap sher jaise kyun ghoomte hai ... aap power hai toh woh aapka super power hai ... aap vada hai toh woh aapka pav hai ... aap iPhone hai toh woh aapka charger hai
Ranveer Singh
Mohabbat ka chewing gum mat phulao ... phatenga toh apne munh pe hi laafa aayenga
Sabzi tarkari garam garam ... arre malik kare hazam hazam
Madan Puri
Aap jaisi ladki ka haath lagna matlab ... ek kilo doodh mein se dus kilo paneer ka nikalna
Diljit Dosanjh
Doodh phatne ka gham woh manata hai jisse paneer banana nahi aata
Hum Punjabiyon ke paas aur hai hi kya ... ek emotions, ek paneer
Gobar deto ho aur expect karte ho cake samajhke kha loon
Yami Gautam
Woh doodh hai toh main khatta nimbu ... phatt ke na zindagi ka paneer ban gaya hai
Coffee ya dinner, jisse bhi bhare tumhara pet ... can we go on a date?
Tusshar Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory