Hum jaise middle class ladke na date pe nahi, bhandaaron pe jaate hai ... aur wahan bheed itni hoti hai ki late pahuncho na, toh gaiy ke mooh se puri cheenke khani padti hai ... upar se chappal chori ho jaati hai woh alag
Rajkummar Rao
Paiso ki kami nahi hai mujhe ... kissi se bhi udhaar le loonga
Tiku Talsania
Yeh launda hai na aapka, ek number ka tharkulla hai tharkulla ... tharak se do level upar ... tharak, tharki, tharkulla
Triptii Dimri
Shakal dekhi hai apni ... kamzor kauve ki tarah dikhta hai ... itna patla sirf tujhe dekha hai ya natraj ki pencil
Mallika Sherawat
Insaan ameer ya gareeb na do cheezon se banta hai ... izzat aur paisa ... aur tu woh gareeb hai jiske paas sirf paisa hai
Shaadi ke baad pyar aisa ho jaata hai jaise phode huye nariyal mein bacha hua pani
Hamara dhanda sirf teen cheezon pe chalta hai ... kamar, kamra, aur camera
Mukesh Tiwari
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory