Adhoora kuch nahi chhodta main ... sharaab ho ya hisaab
Anupam Kher
Jaise zinda ko dani pani ka zaroorat hai na ... us hi tarah murde ka antim sanskar ke liye kharcha pani ka zaroorat hai
Ishrat Ali
Yaar ki mehfil mein kab ki patt chuki gandheriyan ... jhadoo lekar aaye hai shayad uthane bediyan
Deven Verma
Joh samundar mein gotha lagate hai woh bheegkar jaate hai ... aur joh bar mein aate hai woh do-do peg peekar jaate hai
Unknown
Gabrana mat ab main loogna iski jaan ... isse gilori banake khaonga jaise ho Banarasi paan
Amjad Khan
Kis bedardi se ujhada hai mera chaman ... ab main kahan bechunga dal sabzi aur mutton
Satish Shah
Door se main aap nazar aata hoon ... zara paas aa jaon toh baap nazar aata hoon ... aur bhi paas aa jaon toh phir potato chaap nazar aata hoon ... aur agar bilkul paas aa jaon toh phir chup-chap nazar aata hoon
Om Prakash
Tu gori main kala ... dono ka banega garam masala
Jab jab paapiyon ka bhav badta hai ... tab tab paapiyon ka papad banane koi na koi aa hi jaata hai
Shakti Kapoor
Mera naam hai Inspector Natwarlal Bhinde ... khata hoon che-che ande ... aur choron ko maarta hoon lambe chaude dande
Aurat ki zindagi doodh ki tarah hoti hai ... jisko ek zara se namak ki dali bhi bekaar kar deti hai
Ek foot ki lohe ki nalli aur dedh inch ki barood ki goli ... oont ke mooh mein jeera lagta hai
Sunil Shetty
Aap kare aaram hum kare vishram ... aam ke aam guthliyon ke daam
Amitabh Bachchan
Uthade parda, dikha de jalwa ... boondi ke ladoo, gajar ka halwa
Hazaaron ladkiyan hamare ghar ke bahar ghaslet ki line ki tarah hum mein pati banane ke chakkar mein khadi rehti hai ... aur tum hum mein pati banane ke bajaye vanaspati banana chahti ho
Birha ki aag mein jalte hue purush ki hridaya ki jwala ... updesh ke ghee se nahi bhujti ... usse prem, daya, mamta ke gangajal se hi shaant kiya ja sakta hai
Shareer ke botal mein jawani ka khoon joh hai woh sode ki tarah ubal raha hai ... kyun ki jawani rang hai, bahaar hai, khumaar hai, suroor hai, guroor hai ... ashaon ka khilna hai, mann ka milna hai, mann ki mannat hai, dil ki jannat hai
Kader Khan
Inhe aaisa kadva aadmi hai ki agar ganderi khake thukenga ... toh uspe makkhi bhi nahi behethengi
Mehmood
Hum toh daal ke pateele hai ... jisne pyar se karchi ghumai bas ussi ke ho liye
Dharmendra
Jisne khane mein ki milavat ... uski dono jahan mein giravat
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory