Aandhiyon ke darr se log apne hi diyon ko apni hi phoonkon se bhujane lagenge ... toh mohabbat ki duniya mein sirf andhera reh jayega
Raj Babbar
Is waqt meri maa, mera dharam, mera bhagwan ... joh kuch hai paisa hai
Vinod Khanna
Tofhe toh liye jaate hai ... lekin mangalsutra apnaya jaata hai
Bobby Deol
Kisi ek insaan ki jaan lena ... matlab puri insaaniyat ko maar dalna hai
Kareena Kapoor
Chinta chitta ke samaan hoti hai
Vinay Pathak
Khamosh rehna aur chup-chap sab kuch sehne ka naam hi aurat hai
Waheeda Rehman
Jisse hum khareed nahi sakte ... usse hum khatam kar dete hai
Amrish Puri
Tumhare Jagatpal uncle ne zindagi ka bhoj kam aur laashon ka bhoj zyada uthaya hai
Raza Murad
Main tumhara woh hashar karoonga ... ki nazar milane ki toh kya ... nazar churane ke bhi kabil nahi rahoge
Danny Denzongpa
Hum toh woh bhanwar hai jis mein samundar ke samundar doob jaate hai
Raaj Kumar
Is duniya mein kya galat hai kya sahi hai ... iska faisla sirf uske haath mein hai jis mein faisla leni ki himmat ho, atmavishwas ho, conviction ho
Jackie Shroff
Gareeb ka ghar uski izzat hoti hai
Unknown
Bhagwan ke prem aur vishvas ka ek hi saboot hai duniya mein ... joh maa ke dil mein mamta bankar palta rehta hai
Nutan Behl
Tumne mere aitbaar ko yakeen mein badalne se pehle hi todh diya
Rimi Sen
Joh log waqt ke dhaare mein kagaz ki naav ki tarah beh jaate hai ... unhe ek mamuli si lehar bhi dooba deti hai
Govinda
Jab shehar ki taqdeer harami ho jaati hai ... tab Kapali jaisa ek haramzada pehda hota hai
Inteqam ka josh farz aur sachai ka sar kabhi nahi jhuka sakta
Mithun Chakraborty
Joh log khudse nahi darte ... yeh samaaj ussi se darta hai
Anil Kapoor
Insaan ka itna sach bolna bhi acha nahi ... ki uski zubaan ko rokne ke liye uski saanson ko bandh karna pade
Mohnish Behl
Agar andar ka dard bol sakta ... toh angara ka har zakhm ek kitaab hota
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory