Bas guru, ab toh kardo Wah Wah productions shuru
Salman Khan
Saale jahan Amol Palekar banna chahiye ... wahan Shakti Kapoor banjata hai
Akshay Kumar
Tanker bhar khoon hai body mein
Arjun Kapoor
Main shayar toh nahi magar aye haseen ... aage ki lines main jaanta nahi
Saif Ali Khan
Yeh hota hai chutzpah!
Shahid Kapoor
Main ek din mein do galat kaam nahi karta
Imran Khan
Agar stuntman ko acting aati ... to woh hero nahi ban jaate
Kareena Kapoor
Maa ne kaha tha beta kabhi kisi ka dil nahi todna ... toh humne dil ko chhodke baki sab toda
A for apple, B for bade apple, C for chote apple, D for doosron ke apple
Unknown
Jahan mile dost ko jughaad ... dosti ho gayi kabaad
Tujhe seekhne mein do janam lagenge ... mera paas ek hi hai
Hum koi mandir ka ghanta hai ki koi bhi aake baja jaata hai
Rajpal Yadav
Aap toop ho ... main toh kehta hoon aap Pope ho
Ranbir Kapoor
Aaj tak mujhe tum jaisi koi ladki dikhi hi nahi ... dikhi hai toh mili hi nahi ... mili nahi toh baat bani hi nahi ... baat bani nahi toh baat aage badhi hi nahi ... isliye main zindagi mein peeche reh gaya
Govinda
Aapne bataya nahin aaj mera birthday hai
Viju Khote
Agar subah subah sandaas jana hai toh singer banna padega
Paresh Rawal
Maine tumhare naam ki Daler ka toh pata nahi ... mehndi laga li hai
Jacqueline Fernandez
Aurat ka khaas khayal do hi umar ma bahut rakhna padta hai ... ek jab uski umar hovat hai satrah, tab saala badh jaata hai khatra ... aur jab aurat hovat hai tees, oo saali ban javat hai cheez
Nassar
Tum abhi bachchi ho ... badi ho jao jaldi ... zindagi bitani hai tumhare saath
Aadmi ya toh chamcha hota hai ... ya kaanta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory