Don't angry me!
Akshay Kumar
Jisne bhi yeh socha ki main dar gaya ... woh saala arthi pe apne ghar gaya
Naam sunte hi pichwaade mein bhukamp aa gaya na?
Joh main bolta hoon woh main karta hoon ... joh main nahi bolta woh main definitely karta hoon
Sau saal zinda rehne ke liye sau saal ki umar zaroori nahi ... sirf ek din mein aaisa kaam kar jao ... jisse duniya tumhe sau saal tak yaad rakhe
Yashpal Sharma
Main nahi darta ... maut darti hai mujhse
Meri sirf ek hi khawaish hai ... jab maut mere samne aaye tab main darra hua na lagon ... bas mera haath meri mooch ko taav de raha ho aur mere chehre par ek muskurahat ho
Apun ka fatka char sau chalis ka jhatka
Pyar karne ke liye pechaan ki nahi ... dil ki zaroorat hoti hai
Saale jahan Amol Palekar banna chahiye ... wahan Shakti Kapoor banjata hai
Aurat ka khaas khayal do hi umar ma bahut rakhna padta hai ... ek jab uski umar hovat hai satrah, tab saala badh jaata hai khatra ... aur jab aurat hovat hai tees, oo saali ban javat hai cheez
Nassar
Tereko jab gussa aata hai tu chilata hai ... main udata hoon
Joh bura kaam karte hai ... darr unki nas nas mein hota hai
Dekh ke darr gaya ... ya darr ke dekh raha hai?
Oye faulad ki aulad
Sachche police officer ki vardi bhi apni duty nibhati hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory