Jab tak subah se shaam tak, sattar aadmiyon ko maar kar kha na loon ... dhakaar hi nahi aati
Unknown
Tu akela harami pehda nahin hua
Chot lagegi toh hi mazboot ho jaoge
Karisma Kapoor
Maine duniya mein bade baimaan dekhe ... lekin aap logon ke takkar ka ek bhi nahi mila
Amitabh Bachchan
Kaun bewakoof hoga, joh aapka mazaak uda karke apne mazaak ka mazaak udayega
Milawat is mulk ka sabse bada bimari hai ... agar whiskey mein pani milayega toh log dhoodh mein kya milayega
Om Prakash
Pata ka kitna bada hai woh ... je Bachchan ke upar Aamir Khan lago lo, toh bhi kamar tak hi aayenge uske
Rajkummar Rao
Shakal dekhi hai apni ... kamzor kauve ki tarah dikhta hai ... itna patla sirf tujhe dekha hai ya natraj ki pencil
Mallika Sherawat
Fitness aur fatness mein ek hi akshar ka farak hai
Dimaag ka khula rakhna utna hi zaroori hai jitna ki tijori ka band rehna
Vijay Raaz
Aa gaya saala jallad ka dhooth ... apni maa ka poot ... chalta hai kaise, jaise malai mein dhoodh
Viju Khote
Main kunwari hoon ... tezz kataari hoon ... par main tumhari hoon
Richa Chadda
Iske salary ke din khatam aur pension ke din aane wale hai
Mera waqt kuch yoon guzra iPhone ki delivery ke intezar mein ... ki karte rahe courier wale ke call ka wait, purane phone phek ke kabaad mein
Butter utna hi lagao jitna kha paao ... aisa na ki butter lagao aur phisal jaao
Sanjay Mishra
Bhagwan ne do hi toh achi cheezein banayi hai ... filmein aur main
Mat samajhna ki main chai nahi pani kam hoon ... main phataka nahi bomb hoon
Duniya mein aise bhi log hai jinhe zung lagi goliyon se maarna padta hai ... agar goli se bach jaaye toh tetanus se toh mar jaaye
Paisa itna ki ginte rahiye, ginte rahiye, ginte rahiye ... aur kanjoos itne ki maante rahiye, maante rahiye, maante rahiye
Hum Punjabi log haddiyan todh sakte hai ... lekin kisi ka dil nahi todh sakte
Prem Chopra
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory