Haar tab hoti hai jab haar maan li jaye
Baimaani ka dhanda bhi main imaandari se karta hoon
Zara si chhu chappad ki na ... toh yeh milk chocolate waale thopde ko wrapper ke saath pichka doonga
Baat ughalwane ke do tareeke hote hai ... ek hota hai third degree aur duja hota hai ji rum
Main tumse prem karta hoon, kewal tumse ... tumhare sivah na kuch chahta hoon, na kuch sochta hoon ... jabse tumko dekha hai sab badal sa gaya hai, main badal sa gaya hoon ... kuch samajh nahi aata ... na kehta toh pagal ho jaata
Poornta se pal pal jeene ko hi asli jeevan kehte hai ... aur poornta se jeene waalon ke liye kabhi maut nahi hoti
Mard aurat ka bhagwan hota hai ... balki usse bhi ooncha hota hai
Bhook hai, thakaan hai, dard ki pehchaan hai ... dushman jahaan hai, mann bhi pareshaan hai
Pareshani aur takleefon se joh door ho, woh hum hai ... jiske sar par aapka haath ho, usse kya gham hai
Suhaagraat mein baraati nahi aate
Tu bhi chup chap kehta ja ... yes boss, yes boss, yes boss
Jab main villain banta hoon na ... toh mere samne koi bhi hero tik nahi sakta
Assi tussi piyange lassi
Pehle shaurat, baad mein aurat
Stardom ek cocktail hai ... fame, power, money ... bahut khatarnaak nasha hai
Hum jawan hai ... apni jaan hazar baar dav par laga sakte hai ... lekin sirf desh ke liye ... tumhare jaise desh bechne walo ke liye hargis nahi
Asal mein aadmi 4 feet 6 inch ka hi hota hai ... usse upar ki lambai uski akad hoti hai
Hum jiske peeche lag jaate hai ... life bana dete hai
Apni halat bayaan karoon kaise ... yaad ka saanp dil ko dasta hai ... aahatein goonjti hai kaano mein ... meri aankhon mein koi basta hai ... main tumhe dhoondne kahan jaaon ... koi manzil na koi rasta hai ... meri baahein tumhari manzil hai ... dil musafir hai, pyar rasta hai ... waqt aankhon mein tham gaya jaise ... ek paal ek saal lagta hai ... mere khwaabon ki saans toot na jaaye ... aa bhi jaao ki aas toot na jaaye
Gandhi is the only sanity in this country
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory