Aaj ki duniya mein machine ne tarakki nahi ki hai, aadmi ne tarakki ki hai ... aaj tak aadmi machine banate aaye hai ... machine ne kabhi kisi aadmi ko nahi banaya hai
Jeevan mein mahan wohi hota hai ... joh doosron ki muskaan ke liye apne aasoon pee le
Jab ghar ki jawaan bahu bahar rang raliyan manati phire ... toh budhe sasur ko neend kaise aa sakti hai
Roman kanoon faulad ki tarah sakht aur waqt ki tarah atal hai
Hamari adalat ka hukum maana nahi ... manvaya jaata hai
Hamare mulk mein ladke umar se pehle hi jawaan ho jaate hai ... aur ladkiyan pehda hone se pehle
Is sansar mein joh dikhta hai, woh nahi hai ... aur joh nahi dikhta hai, samajho avasha hai
Radio bhi badal badalkar record bajata hai ... lekin tum wahi ek record bajaogi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory