Teen cheezein hamesha badalti hai ... jeevan ki paristithi, calendar ki tithi, aur rajneeti
Paresh Rawal
Itihaas duniya ki sabse badi adalat hai
Sawaal poochna bahut aasan hai ... lekin asli himmat chahiye hoti hai jawaab sunne ke liye
Zakir Hussain
Majboor insaan joh hota hai na, uske andar ka darr khatam ho jaata hai ... phir uske liye haar aur jeet ka koi maiyna nahi rehta ... woh kisi hadh tak bhi guzar sakta hai
Unknown
Sadiyon se chali aa rahi Bharat ki sabhyata ko baar baar duniya bhar ke logon ne khatam karne ki koshish ki ... lekin woh kabhi safal nahi rahe ... woh sabhyata aaj bhi barqaraar hai ... kyun ki Bharat ke rag-rag mein sanatan hai
Ab sawaal uthane padenge ... kyun ki ab agar sawaal nahi uthaye ... toh hamara itihaas aur hamara astitva, dono sawaal banke reh jayenge
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory