Umar sari guzari par kisi ne aaise nahi pachhada ... tujhko milke aaisa laga oh jaanam, jaise main hoon ek chaddi aur tu mera nara
Unknown
Mujhe tasalli de de joh, woh shabd udhaara dhoondh raha hai ... ek sitaara dhoondh raha hai .. dil saiyaara dhoondh raha hai
Haathon mein tera haath ho aur safar pe tera saath ho ... aankhon mein dalkar aankhen bin kahe hi saari baat ho
Akshay Kumar
Koi ladki dabaav mein aake, darke, majboor hoke, ghabrake agar hui ho nikaah par raazi ... shaadi jayaz nahi hai woh qazi
A. K. Hangal
Doli se main jab utroongi hairan na hona ... mar jaon khushi se toh pareshan na hona
Priya Rajvansh
Milke tanhai ka ehsaas usne doona kar diya ... dil kiya aabad kuch aaise, ki soona kar diya
Raaj Kumar
Ek hi waqt har insaan ke liye alag hota hai ... kisi ke liye achcha hota hai, toh kisi ke liye burra hota hai
Juhi Chawla
Mithai ki dukaan mein mirchi hai ... aai shapat kai tari gochi hai
Johnny Lever
Jin sar pe ho Waheguru ji ka haath ... woh banate hai London ko Dhobi Ghat
Mohabbat ka tamasha ishq ki taseer dekhoge ... mere seene mein dil mein Heer ki tasveer dekhoge
Dekhunga yeh khula aasman doobara kabhi socha na tha ... maan jayega mera rootha khuda kabhi socha na tha ... gham mein bahut roya ab talak ghalib ... khushi se ro padunga ek din kabhi socha na tha
Koi shayar, koi pagal, koi bepeer ban jaye ... teri tasveer joh dekhe woh khud tasveer ban jaye
Madhuri Dixit
Tu is zameen ki cheez nahi, tu jaane kahan se aayi hai ... tu is chaman ka phool nahi, tu kis gulistan se aayi hai
Jab bhi main tumhe taqleef mein paonga ... sabse pehle main apna haath badaonga
Salman Khan
Ishq se joh bacha nahi rehta ... woh kisi kaam ka nahi rehta
Jeevan
Haqeeqat khul gayi teri ki tu kaisa gavala hai ... kamine dushmano ke gaon ka tu rehne waala hai
Pran
Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija hoon ... main toh jhi apne maa baap ke manoranjan ka natija hoon
Vivek Shauq
Jaati na poocho saadu ki, pooch lijiye gyaan ... mol karo talwar ka, pada rehan do myaan
Kartik Aaryan
Zakhm rishtey rahe umar bhar aur waqt se berukhi ho gayi ... naam likh ke tera aaj kyun ungliyan barf si ho gayi
Irrfan Khan
Khali-bali ho gaya hai dil duniya se mera ... jab se pehna hai maine yeh ishq-e-sehra ... taar-vaar dil ke sab toot se gaye ... neendon wale jugnu rooth raaton se gaye ... lag sa gaya hai khwaabon ka aankhon mein dera
Ranveer Singh
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory