Main tumhari honthon ki lipstick zaroor kharab karoonga ... par tumhari aankhon ka kajal kabhi nahi
Unknown
Mere dil, jigar, liver mein ho tum ... waqt bewaqt aaye woh fever ho tum ... ab toh meri life mein forever ho tum
Saqib Saleem
Main tumhare saath bhuda hona chahta hoon ... tumhare wajah se nahi
Salman Khan
Koi dua mat maangna ... sirf pyar karna mujhe
Shahrukh Khan
Phool toh murjha jaate hain ... lekin kaante daaman thaam lete hain
Madhubala
Logon ko jahan attack aata hai ... apne ko wahan pyar aa gaya hai
Imran Khan
Chehre pe itna noor tumhare, aankhon mein itna pyar ... aaisa laga milkar jaise, aaj mile hai hum pehli baar
Tabu
Jab do insaan ek doosre ki rooh ko chhu le ... usse pyar kehte hai
Rishi Kapoor
Koi bhi ullu ka patha sirf ek angoothi pehanakar tumko mujhse nahi cheen sakta ... tum meri ho, sirf meri
Pyar mein shak ki koi jagah nahi hoti hai ... jahan pyar hota hai, wahan sirf pyar hota hai ... sirf pyar
Akshay Kumar
Mere aankhon me dekh ke kaho ... ki tum mujhse pyar nahin karte
Pyar karne waalo ke dil aur jaan kab ek doosre ke ho jaate hai ... unhe khud pata nahi chalta
Bobby Deol
Udh ke aati hoon banke vimaan ... ready rakhna love ka samaan ... milke rahoongi chahe baa lele jaan
Deepika Padukone
Kabhi raste mein mil jao toh katrakar guzar jana ... hum mein is tarah takna jaise pechana nahi tumne ... hamara zikr jab aaye toh yun anjaan ban jana ... ki jaise naam sunkar bhi hum mein jana nahi tumne
Amitabh Bachchan
Duniya thookegi mujhpe agar pyar kar liya tujhse ... par dekh, pyar kar hi liya na
Sonam Kapoor
Teri kainath mein aye khuda, mere dil kahin bhi laga nahi ... joh tasalliyan mere dil ko de, mujhe aaisa koi mila nahi
John Abraham
Sabhi insaan ek jaise hi toh hote hai ... wahi do haath, do paun, aankhen, kaan, chehra ... sabke ek jaise hi toh hote hai ... phir kyun koi ek, sirf ek aaisa hota hai ... joh itna pyara lagne lagta hai ... ke agar uski liye jaan bhi deni padhe ... toh haste haste di ja sakti hai
Tujhko dekhenge sitare toh ziya mangenge, aur pyase teri zulfon se ghata mangenge ... apne kaandhe se dupatta na sarakne dena, varna budhe bhi jawani ki dua mangenge
Aamir Khan
Pyar na karne ki hazar wajah mil sakti hai darr ke bazar mein ... lekin pyar karne ki sirf ek dhoondni hoti hai apne dil mein
Alia Bhatt
Daulat se insaan keemti bistar khareed sakta hai, magar neend nahi khareed sakta ... daulat se insaan roti khareed sakta hai, magar bhook nahi ... daulat se insaan jism khareed sakta hai, magar sacha pyar nahi khareed sakta
Kajol
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory