Maa ka doodh toh har koi peeta hai ... lekin badi badnaseeb hoti hai woh maatayen joh tujh jaise sapole ko doodh pilati hai
Mithun Chakraborty
Chaukidar kare chaukidari, wafaadari toh kutta bhi karta hai ... joh kare biwi se bewafai, usse wafaa toh kutta bhi nahi karta hai
Sanjay Dutt
Sarang ka ilaaka sher ki gufaa ki tarah hai ... jahan aane waalon ke paon ke nishaan toh milte hai magar ... jaane waalon ke paon ke nishaan nahi milte
Mukesh Khanna
Isko dekh ke pata chalta hai ki kuch janwar apne hi bachchon ko kyun kha jaate hai
Ram Kapoor
Ek bakri hokar tune sher ki jabde mein haath daala hai
Amjad Khan
Gayi bhains pani mein
Harish Patel
(Apni gali mein toh kutta bhi sher hota hai) - Hamari gali mein na master, bahar se aaya hua sher bhi kutta hota hai
Rajkummar Rao
Ladke ki kaathi ... kaathi pe ghoda ... ghode ki bum mein joh maara hathoda
Suresh Menon
Is duniya mein do taang waala janwar sabse khatarnak janwar hai
Rajesh Khanna
Mujrim us saanp ki tarah hota hai joh bhook lagne par apne bachche tak nighal leta hai
Ajay Devgan
Yeh shehar jurm ka bhayanak jungle hai ... aur main is jungle ka sher hoon
Kutte kabhi sher ka shikaar nahi karte ... sher jab dahadta hai toh kutte bhaukana bhool jaate hai
Danny Denzongpa
Insaano mein kuch log zehreelay saanpo se bhi zyada khatarnak hote hai ... aur kuch log devtaon se bhi zyada mann ke sachche aur achche
Unknown
Mushkil mein toh gadhe ko bhi baap banana padta hai
Jab sher aadamkhor ho jaata hai ... toh sarkar usse apni goli ka nishana banakar kutte ki maut maar deti hai
Shatrughan Sinha
Sher nahi raha lekin chhaava abhi bhi jungle mein ghoom raha hai
Vicky Kaushal
Sher dahaadte hai toh kaanpte huye geedhar girte hai ... hum toh woh hai joh sheron ke mooh mein haath daalke unke daant ginte hai
Gurmeet Ram Rahim Singh
Husn ka deewana hoon ... kabhi bhawara, kabhi bulbul, kabhi parwana hoon
Rishi Kapoor
Bichhoo se zyada khatarnak hoon main ... aur saanp se zyada zehereela
Akshay Kumar
Main unko yunhi nahi maar daloonga ... bahut khel khelke maaronga ... jaise billi chuhon ko maarti hai
Kulbhushan Kharbanda
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory