Jab tak hum apne inteqam se azaad nahi ho jaate ... tab tak koi azaadi hum mein azaad nahi kar sakti
Ajeeb janwar hai ... kitna bhi khaye bhookha hi rehta hai
Tu mooh se bolega toh kuch hi logan sunenge ... balla bolega toh sari duniya ko sunna padega
Karm ka dhaaga pehenne ke liye ... hum dharm ka dhaaga nahi todh sakte
Inteqam se sirf inteqam pehda hota hai
Bandook sirf inteqam lena jaanti hai
Mauka intezar nahi karta ... joh mauke par hota hai, mauka usich ko milta hai
Shakaal ke haath mein jitne patte hote hai ... utne hi patte uski aasteen mein bhi hote hai
Dhajjiyan udda do in firangiyon ki ... udda do dhajjiyan!
Yeh zahreeli gas dheere dheere mehfil ko aur rangeen banati rahegi
Gori chamdi waale apne baap ke sagge nahi hote
Insaan ki parak Hindu Musalman se nahi ... insaaniyat se hoti hai ... aur wohi sabse bada mazhab hai
Tum logon ko haarna hi tha aur mujhko jeetna hi tha ... is liye ke yeh baazi dono taraf se main hi khel raha tha
Hamesha akal ki jeet nahi hoti ... kabhi kabhi akal taqat ke shikanje mein aa jati hai
Marte toh sirf bekasoor hai ... kusoorwar toh hamari tarah aaish karte hai
Adalat toh sirf saboot par faisla karti hai
Maine usse kitna yaad kiya ... yeh toh meri yaadash ko bhi yaad nahi
Main unko yunhi nahi maar daloonga ... bahut khel khelke maaronga ... jaise billi chuhon ko maarti hai
P.C. Mathur jisse dushmani karta hai ... uski jhadon ko khood kar hamesha ke liye khatam kar deta hai
Log kehte hai teen din baad mehmaan shaitan dikhai deta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory