Rab di sau ... agar mujhe gussa aagaya na ... toh main aaisi dhulai karoonga, aaisi dhulai karoonga ... ki na koi dawa kaam aayegi aur na hi dua
Sunny Deol
A soldier lives by chance, loves by choice and kills by profession
Abhishek Bachchan
Don zakhmi hai toh kya ... phir bhi Don hai
Amitabh Bachchan
Jabbar Singh ne sirf do hi baatein seekhi hai ... ek mauke ka fayda uthana ... aur apne dushman ka naam aur nishaan mitta dena
Vinod Khanna
Yeh mera ussool hai ... main hamesha ghar mein ghus ke hi maarta hoon
Bahut ho gayi pehalwani ... ab dangal hoga
Unknown
Barood ke dher par beth kar aag ka khel nahi khelte
Raza Murad
Tanker bhar khoon hai body mein
Arjun Kapoor
Hilna nahin, hilna nahin ... nahin toh hila ke rakh doonga
Aamir Khan
Inquilaab khoon bahake laaya jaata hai ... baatein karke nahi
Varun Dhawan
Mard ka dil us hi ke paas hota hai ... jiski maa ke dhoodh mein dum hota hai
Dharmendra
Aaj hum iska boti ka tukda tukda karke ... iska khoon ka ek ek boond choos loonga
Shatrughan Sinha
Ab koi gandi harkat tumne ki ... toh faisla panchayat nahi ... main karoonga
Sardar ki dastaar par haath uthayega na ... toh Sardar utha dega
Ajay Devgan
Keh ke lenge uski
Manoj Bajpai
Har waqt har pal tujhse takrane chattaan aa raha hai ... mere bete ke liye tujhse ladne tera baap aa raha hai
Mithun Chakraborty
Aye chutte paise ... tujh jaise charane aathane mujhe mere naam se nahi, meri maar se pechaante hai
Shahid Kapoor
Mujhe un dus hazar move se khatra nahi hai, joh tumne ek baar practice kiya hai ... mujhe us ek move se khatra hai, joh tumne dus hazar baar practice kiya hai
Teri hi mitti par tere khandaan ke saath tujhe mitti mein milaonga
Ronit Roy
Bade se bade zaalimon ke zulm se bada hota hai ... ek gareeb ka inteqam
Mukesh Khanna
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory