Hamare saare dushmano ki ek list banao ... aur phir hamare har dushman aur har hone waale dushman ko, ek ek karke us list se mitta do
Vivek Oberoi
Aaisi nass dabaonga ki cheenk nikal jayegi
Amrish Puri
Tujh jaise third class aadmi ke liye ... third degree treatment ki zaroorat hai
Vinod Khanna
Mard ko dard nahi hota
Amitabh Bachchan
Main wapas zaroor aaonga ... aur uss din aakhri baar teri photo chapegi ... zinda nahi murda
Sanjay Dutt
Apna ussool kehta hai ... har galati ki saza maut hai ... sirf maut!
Danny Denzongpa
Bahut kursi kursi karta hai na tu ... is baar tujhe aisi jagah marenge ... ki jitni baar kursi pe behtega hum mein yaad karega
Ajay Devgan
Uska toh main aisa hashar karoonga ... ki sunne waalo ki rooh kaanp uthegi
Paresh Rawal
Main khodta nahin, sirf dafan karta hoon
Dharmendra
Kamina mere haath aa jaata na ... keema bana deti uska
Parineeti Chopra
Main maaronga ... toh mar jayega
Maine usse ladte huye dekha hai ... uske zor mein hosh hai aur hosh mein josh hai ... jeetna uska shauk nahi, uski aadat hai ... aur harana uski aadat nahi, uska hunar hai ... uski aankh mein bijli aur baazu mein dum hai ... uska ek daav, dus ke barabar hai
Parikshat Sahni
Tere shareer ke haddiyo ke itne tukde karoonga ... ki teri aane waali nasal tak is dard ko mehsoos karegi
Jahan meri awaaz pahunch sakti hai ... wahan meri goli bhi pahunch sakti hai
Tere khaki ki kasam ... khaak mein mila doonga tereko
Prakash Raj
Kutta jab pagal ho jaata hai toh usse goli maar dete hai
Ajit Khan
Aali re aali ... maajhi baari aali
Maarenge bhi hum aur bachayenge bhi hum ... yeh tumhari aatma dekhegi aur ghanta kuch nahi kar payegi
Salman Khan
Is ladai mein uska kuch nahi bhigdega ... aur tumhara kuch bachega nahi
Unknown
Kabaddi, kabaddi, kabaddi ... kiski modhon gardan ... kiski todhon haddi
Arjun Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory