Us waqt par joh maine sahi samjha maine kiya ... lekin aaj joh hone ja raha hai woh bilkul galat hai
Meri hathkadi aur mere bandook ki goli ... dono pe uska naam likha hai
Yeh jung khaki ya khadi pehenkar nahi ladi ja sakti ... iske liye kafan pehankar nikalna hoga
Is matlabi duniya mein agar koi bematlab ki baat bol jaaye ... toh us betmatlabi baat ka bhi bahut bada matlab hota hai ... aur tum jaise matlabi insaan ke saath rehne ka yeh matlab hai ki ... saari duniya ka matlab samajh mein aa jaata hai
Bahut jala hoon main is akelepan ki aag mein ... aur tumhare liye main sari duniya ko jala sakta hoon
Aurat ki joh izzat na kare woh har mard murga hai ... joh nau mahine kok mein paale woh Mariam hai, woh Durga hai
Aaj ke baad agar kisi ladki ki izzat nahi ki toh aisa haal karunga ... ki zindagi bhar peeche se mootega ... kyun ki aage ka tootega
Jis desh ki maiyya Ganga hai ... wahan khoon bhi tiranga hai
Taqdeer sirf utna hi likhti hai, jitna hum usse likhne dete hai
Aaj se tera kissa khatam aur meri kahani shuru
Sirf Hindustan chhoda hai ... Hindustaniyat nahi
Manzil tak pahuchne ke liye, apna maqsad haasil karne ke liye ... kabhi kabhi barso intezaar karna padta hai
Yeh Bombay hai ... yahan time ka matlab hai paisa ... mujhe tees minute journey teen minute mein poori karni hai
Joh patte milte hai unhi se baazi khelni padti hai ... aur is baazi mein sare ikke mere haath mein hai
Dono haathon ki zaroorat taali bajane ke liye namardon ko hoti hai ... geedaron se nipatne ke liye sher ka ek panja hi kaafi hai
Mera funda dandi nahi hai ... mera funda danda hai ... Gandhi ji ki hamesha jai ho ... lekin Bhagat Singh mera banda hai
Teri gaadi bulletproof hai ... tu nahi
Idea ice-cream ki tarah hoti hai ... zyada socho toh pighal jaati hai
Joh hum dekhte hai, sunte hai ... sach sirf utna nahi hota
Beauty ko samajhne ke liye usse dekhna padta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory