Doobara haath lagaya toh haath todhunga baad mein ... ukhaadunga pehle
Jab Ajju bhai maarne pe aata hai toh gender nahi dekhta hai
Signal pe khada hawaldar sau rupaye mein meherban hai ... naam tumhara Khan toh aatankvadi poora khandan hai ... wahan apne hi ghar mein pankhe pe latak raha kisaan hai ... lekin mera desh mahaan hai
Bandook toh sirf shaunk ke liye rakhta hoon ... darane ke liye naam hi kaafi hai
Lagbag chaar hazar do sau dharam hai is duniya mein ... aur unki wajah se na jaane kitne log har din marte hai, maarte hai ... lekin tum jaiso ne ek naye dharam ko janam diya hai ... corruption
Gut feeling, aggression, common sense ... yeh hai Mumbai police ka kaam karne ka tareeka
Har gunehgar ko aisi maut maroonga ... ki agle janam mein maa ki kok se kya ... baap ki top se bhi nikalne se darega
Waqt halaat badalte hai ... aur halaat insaan
Yeh six-pack, eight-pack, yeh body, kisi bhi gym mein ban sakti hai ... par aisa koi gym nahi bana jahan himmat banti ho
Yeh sach hai ki jagah ki dooriyan ... aksar dilon ki nazdikiyan ban jaati hai
Chillar ka pata nahi ... lekin mujh mein change aa gaya hai
Shivaji ke paas ek horse ka power tha, aur unka ghoda hawa ke saath baat karta tha ... tere paas athrah horse ka power hai, gear mein dhal aur bol ... Jai Maharashtra!
Hum na kisi maa ke ladle hai, na kisi ke baap ke naukar ... apni marzi se kaam karte hai, apni keemat par
Life mein profit se zyada kuch aur cheezein mainey rakhti hai
Tann, mann, dhan se badkar jan gan man
Shikayat apno se hoti hai ... aur shukriya uske alava main kisi ka nahi karta
Ab hum darke shaant nahi baithenge ... karke shaant baithenge
Conflict chahe jiske beech mein ho, uski wajah chahe joh bhi ho ... lekin sabse pehle innocent civilians hi maare jaate hai
Pyar mein waqt ki koi seema nahi hoti
Meri hathkadi aur mere bandook ki goli ... dono pe uska naam likha hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory