Kya hum azaad hai ... aur agar azaad hai toh itne bebas kyun hai ... because we have no right to life, no right to truth, no right to justice
Darshan Kumar
Jab yeh illegal immigrants ten percent ho jaate hai, toh yeh vote bank ban jaate hai ... bees percent ho jaane par yeh apne rights ki demand karte hai ... aur tees percent hote hi naye country ki demand karte hai
Agar Bengal Pakistan ko de doge, toh kya Bengali sangeet, Bengali basha, Bengali khane ko bhi de doge ... Bengal ko maaroge toh Bharat, Bharat nahi rahega ... zameen ka tukda nahi, India ka lighthouse hai Bengal
Unknown
Yeh sab ek khel hai ... log marte hai, desh jalta hai ... khel chalte rehta hai
Pallavi Joshi
Bharat Ganga maa ki tarah hai, ekdum pavitra ... jab us mein Yamuna aakar milti hai toh woh Ganga maa ban jaati hai ... nadi naale aakar milte hai toh Ganga maa ban jaate hai ... lekin agar kuch sade-gade nadi naale Ganga maa mein milkar bhi apni astitva ko na chhodna chahe, toh unki saza kya hai
Humne azaadi kyun li ... yeh mall, sadakein, aur bridges banane ke liye ... nahi Sir, humne azaadi cheenkar li taaki humein right to life mile, value of life mile, dignity of life mile ... aur is sansar mein kisi ki himmat na ho joh likh sake ... dogs and Indians not allowed
Apne aasun khud poch ... koi aur pochega toh ek din sauda karega
Toote huye log bolte nahi ... unhe suna jaata hai
Duniya mein bahut sare tanashah aaye, taqatwar aaye, badshah aaye ... aur laga ki ab kuch nahi hoga ... lekin anth mein jeet hamesha ahinsa aur satya ki huyi thi
Anupam Kher
Jaan de denge ya phir jaan le lenge, lekin batenge nahi ... kyun ki batenge toh katenge
Ahinsa ek sangharsh hai, aatma ka sangharsh ... ahinsa ek kranti hai
Hinsa aag ki tarah hoti hai ... iraada kitna bhi nek kyun na ho ... ek baar jal jaye toh sabko jala deta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory