Jiski aaghaaz aag se hoti hai ... uski inteha khaak se hoti hai
Mithun Chakraborty
Tum gham-e-beti mein dubli na hui ... main bekaari mein mota ho gaya ... tum balti se ho gayi drum ... main glass se lota ho gaya
Unknown
Tere golden face ki beauty ne mere gentle heart ko loot liya ... teri zulfon ke net mein faskar maine night sleeping chhod diya
Janta hai tu ki danger naam hai mera ... aur main janta hoon ki kya kaam hai tera
Sanjay Dutt
Unko khuda mile jinko hai khuda ki talaash ... mujhko apna hissa mile, bas baat khallas
Manoj Joshi
Kaise kaise aaise vaise ho gaye, aaise vaise kaise kaise ho gaye ... kal joh the chamche hamare, aaj woh leader ho gaye
Raaj Kumar
Joh adab mein aaye toh lehar hai ... joh ho meharbaan toh woh pyar hai
Tu bura hai toh main bure logon ka nawab hoon ... tu bada hoke bighda hoga ... main bachpan se kharaab hoon
Himesh Reshammiya
Sheeshay ke gharon mein rehne wale, chataano ko chunautiyan nahi diya karte ... nishaana chahe kitna bhi pakka kyun na ho, gulel se baaz kabhi mara nahi karte
Kabootar gaya bar mein whiskey peeke leta ... tu agar apni maa ko yahan se leke gaya toh bahut pitega beta
Anil Kapoor
Patte theek pad gaye toh jeet nahi toh haar ... jaise dil mil gaye toh pyar nahi toh takraar
Mera waqt kuch yoon guzra iPhone ki delivery ke intezar mein ... ki karte rahe courier wale ke call ka wait, purane phone phek ke kabaad mein
Without ticket passenger hamesha dara dara sa lagta hai ... saawan ke andhe ko charon taraf hara hara sa lagta hai
Shakti Kapoor
Mat samajhna ki main chai nahi pani kam hoon ... main phataka nahi bomb hoon
Jab woh maan gaye gulfaam ... tab subah ho ya shaam ... pyar hi pyar hai apna kaam
Chinta se chaturai ghate ... dukh se ghate shareer ... jaldi se fresh ho jaiye ... hum banate hai garma garam roti aur meetha meetha kheer
Unki aag ki lachak se patthar bhi pighal jaate hai ... zinda toh madhosh hote hi hai, murde bhi behak jaate hai
Aag hoon main, shamma nahi hoon ... chhuoge toh jal jaoge ... tum toh thande ho, baraf ke gole ho ... bekaar pighal jaoge
Swara Bhaskar
Tu updesh hai mera mehar wala ... Mahabharat naya bane mile joh saath tumhara
Yahan aaj kal har shaksh, har pal haadsa hone se darta hai ... khilona hai joh mitti ka woh fanaa hone se darta hai ... hum sabke dilon ke kisi kone mein yeh masoom bache bachiyan ... hum badhon ki dekhkar duniya, bada hone se darte hai
Prem Chopra
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory